Showing posts with label anjaan chehra. Show all posts
Showing posts with label anjaan chehra. Show all posts

Friday, May 6, 2011

अनजाना चेहरा...

अनजाना चेहरा

एक चेहरा हमेशा मेरी आँखों के सामने परछाई बना रहता है,
उस हसीं चेहरे पर मैं अपना नाम लिखना चाहता हूँ...

निगाहें उसकी,
ख़ामोशी में भी बातें किया करती है,
वोह हसीं चेहरा हमेशा ग़ज़ल कहता है...

शोख़ लम्हों को भी, दिल में उतार लेता है,
वोह हसीं चेहरा बारिश में धुंधला-धुंधला दिखता है...

फूल भी उसके सामने कुछ न होगा,
वोह हसीं चेहरा तो खुद गुलाब कहलाता है...

बहुत दूर है मुझसे, कभी रोशनी में मुझे दिखता नहीं रोमिल,
वोह अनजाना चेहरा मगर मेरे मन के  दर्पण में रहता है...

#रोमिल

Saturday, December 6, 2008

woh dukhi anjaan chehara....

kaise bhulu main
woh aankhon se girate hue aansoon
woh gumnaam hue muskaan
woh dard bayan karti hue kaapati juban
kaise bhulu main
woh dukhi anjaan chehara!
[written by romil arora - copyright reserved]

Monday, September 22, 2008

*DHOKA*

*DHOKA*

Sab Apne Ban Kar Mujhe Dhoka Dete Hain,
Ek Chehare Ke Peeche, Haazar Chehare Hote Hain!
!*!
Uske Saath Mohabbat Main Humne Kya-Kya Khawab Sajaye The,
Har Gum Ko Bhul Kar, Khushi Ke Phool Khelaye The,
Magar Kya Pata Tha,
Yeh Khawab Apne Sab Paraye The,
Usne To Bas Chehare Par Chehare Lagaye The!
Naam Par Naye Naam Sajaye The!
!*!
Har Khawab,
Har Manjar,
Har Waafa Ki Umeed Bhikhar Gaye Hai,
Jisse Tooth Kar Chaha Humne,
Usse Ne Dhoka Diya,
Ab To Rabb Se Bhi Aas Toot Gaye Hai!
!*!
Na Kisi Se Shikhwa Na Gila Hai,
Bas Dukh Is Baat Ka Hai,
Sab Apne Ban Kar Mujhe Dhoka Dete Hain,
Ek Chehare Ke Peeche, Haazar Chehare Hote Hain!
!*!

[WRITTEN BY ROMIL ARORA - COPYRIGHT RESERVED]

Tuesday, May 20, 2008

kUCH maire kHAWAB...........kUCH maire kALPANAIYE.....kUCH sACCHAI....

ANJAANA CHEHRA...

Ek Chehra Hamesha Meri Aankhon Ke Saamne Parchaiye Bane Rehta Hai,
Us Haseen Chehre Par Main Apna Naam Likhana Chahta Hu......

Nigahein Uski,
Khamoshi Mein Bhi Baatein Kiya Karti Hai,
Woh Haseen Chehra Hamesha Ghazal Kehta Hai.....
Shokh Lamho Ko Bhi,Dil Main Utaar Leta Hai,
Woh Haseen Chehra Baarish Mein Dhundhala-Dhundhala Dikhata Hai.....

Phool Bhi Uske Samne Kuch Na Hoga,
Woh Haseen Chehra To Khud Ghulab Kehlata Hai.....

Bahut Durr Hai Mujhse, Kabhi Roshani Mein Mujhe Dikhata Nahi,
Woh Anjaana Chehra Magar Mere Mann Ke Darpan Mein Rehta Hai.....
[written by romil arora - copyright reserved]