uski yaadon mein jitni bhi jaagi hai raatein maine romil
khuda kare uski umar utni aur badh jaye...
#Romil
उसकी यादों में जितनी भी जागी है रातें मैंने रोमिल
खुदा करे उसकी उम्र उतनी और बढ़ जाए...
#रोमिल
All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!