Showing posts with label dosti.... Show all posts
Showing posts with label dosti.... Show all posts

Monday, June 7, 2010

tu mera khuda

tu mera khuda
tu mera rab
tera hi to hai jag mein sundar naam
ohhh Mitr...
hamare Mitr...
***
tere sajde mein hai mujhe rehna
ab is zindagi ka hai bas itna kaam
ohhh Mitr...
hamare Mitr...
***
tere naam se hi to meri subah hoti
tere naam se hi to hoti meri shaam
ohhh Mitr...
hamare Mitr...
***
tu mera mandir
main teri pooja
jaisa mandir ka pooja se rishta
waise juda tera-mera naam
ohhh Mitr...
hamare Mitr...

#Romil

Wednesday, July 15, 2009

apni dosti ka sahara de de...

mere dost 
tujhe meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni dosti ka sahara de de
woh beete din
woh khushiyon ka shama de de...
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे 
वो बीते दिन 
वो खुशियों का शमां दे दे...
~*~
teri yaadon mein
main soya nahi hu barson se
aa fir meri aankhon ko haseen nazara de de...
mere dost 
tujhe meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni dosti ka sahara de de...
तेरी यादों में मैं सोया नहीं हूं बरसों से 
आ फिर मेरी आंखों को हसीन नजारा दे दे... 
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे...
~*~
bhool jaun main woh manzar, woh lamhe kaise
saath bitaiye the jo pal humne
fir unhi lamhon ka sahara de de
mere dost 
tujhe meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni dosti ka sahara de de...
भूल जाऊं मैं वो मंजर, वो लम्हे कैसे 
साथ बिताए थे जो पल हमने 
फिर उन्हीं लम्हों का सहारा दे दे...
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे...
~*~
yaad hai mujhko
woh sharam se jhuki aankhen teri
chehare se barasta hua noor
jaise koi fariste ka deedar kiya tha maine
fir meri nazaron ko wahi deedar kara de
mere dost tujhe
meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni dosti ka sahara de de...
याद है मुझको वह शर्म से झुकी आंखें तेरी 
चेहरे से बरसता हुआ नूर 
जैसे कोई फरिश्ते का दीदार किया था मैंने 
फिर मेरी नजरों को वही दीदार करा दे
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे...
~*~
zindagi ke kuch pal saath bitaiye the humne
main yeh zindagi tere saath bitana chahta hu
tere chehare ko samajhkar chand
chandni raat mein pyar karna chahta hu
fir mujhe apni baahon ka sahara de de
mere dost tujhe
meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni dosti ka sahara de de...
जिंदगी के कुछ पल साथ बिताए थे हमने 
मैं यह जिंदगी तेरे साथ बिताना चाहता हूं 
तेरे चेहरे को समझकर चांद 
चांदनी रात में प्यार करना चाहता हूं 
फिर मुझे अपनी बाहों का सहारा दे दे...
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे...
~*~
firta rehta hu teri yaadon ka tajmahal lekar
thak gaya hu teri aarzoo karte-karte
kahi yeh saansein na toot jaye meri
isse pehle meri majboor mohabbat ko sukoon de de...
mere dost tujhe
meri dosti ki qasam
aa fir mujhe apni baahon ka sahara de de...
फिरता रहता हूं तेरी यादों का ताजमहल लेकर 
थक गया हूं तेरी आरजू करते-करते 
कहीं यह साँसें ना टूट जाए मेरी 
इससे पहले मेरी मजबूर मोहब्बत को सुकून दे दे...
मेरे दोस्त 
तुझे मेरी दोस्ती की कसम 
आ फिर मुझे अपनी दोस्ती का सहारा दे दे...

#Romil
#रोमिल

Monday, May 11, 2009

jabse aapse dosti hamari hue...

jabse aapse dosti hamari hui
yeh zindagi khoobsurat hamari hui
bhool gaye hum sab gum
andheron mein bhi roshani hui...
jabse aapse dosti hamari hui...
~*~
laga machalane, dardon mein bhi
laga moom sa pighalne 
begano se bhi fir dosti hone lagi
jabse aapki inayat hui...
yeh zindagi khoobsurat hamari hui

~*~
aapke baare mein jab puchh baita koi
puchiye na humse kya nadani hui
har raaz ki baat keh gaye hum
saari duniya dost hamari hui...
jabse aapse dosti hamari hui
yeh zindagi khoobsurat hamari hui
bhool gaye hum sab gum
andheron mein bhi roshani hui...
jabse aapse dosti hamari hui...

#Romil

जबसे आपसे दोस्ती हमारी हुई 
यह जिंदगी खूबसूरत हमारी हुई 
भूल गए हम सब गम 
अंधेरों में भी रोशनी हुई... 
जबसे आपसे दोस्ती हमारी हुई... 

लगा मचलने दर्द में भी 
लगा मोम सा पिघलने 
बेगानों से भी फिर दोस्ती होने लगी 
जबसे आपकी इनायत हुई... 
यह जिंदगी खूबसूरत हमारी हुई... 

आपके बारे में जब पूछ बैठा कोई 
पूछिए ना हमसे क्या नादानी हुई... 
हर राज की बात कह गए हम 
सारी दुनिया दोस्त हमारी हुई... 
जबसे आपसे दोस्ती हमारी हुई 
यह जिंदगी खूबसूरत हमारी हुई 
भूल गए हम सब ग़म
अंधेरों में भी रोशनी हुई... 

जबसे आपसे दोस्ती हमारी हुई...

#रोमिल

Monday, August 11, 2008

Subha.....


Naaz..Jab Se Tum Gaye Fhir Dosti Ki Subah Kabhi Nahi Hue,
Raat Aaye Doston Ki Har Raat Ke Baad
*!*
[written by romil arora - copyright reserved]

Monday, July 28, 2008

dosti aur pyar....

"Dosti Hamesha Hoonton Par Muskaan Laati Hai
Sang-Sang Haashati Hai
Gaale Lagati Hai, Saath Milati Hai
Pyar Badati Hai
Waafa Karti Hai
Aashiq Ko Saccha Insaan Banati Hai
"


"Pyar Hamesha Aankhon Main Aansoo Lata Hai
Tanhai Main Rulata Hai
Judai Lata Hai, Dooriyan Badata Hai,
Dushmani Badata Hai
Bewafai Karta Hai
Aashiq Ko Pagal Banata Hai
"


!!fhir bhi duniya-e-jahan dosti ko samaj nahi pati hai,
hamesha isse pyar ka naam daite hai,
jab ki dono ek dusare se juda hai,
dono ka apna alag-alag rang-roop hai,
fhir bhi duniya dosti ki kadar samaj nahi paati hai,
hamesha pyar ko dosti se baada samajhati hai!!
[written by romil arora - copyright reserved]

Saturday, July 19, 2008

dosti


Din main chand ki baat nahi hoti,
Din main sitaron ke saath mulaqat nahi hoti,
sabki dosti suraj ki roshani ki tarah hai, jo aati hai chali jaati hai,
Tumhari dosti chand, sitaron jaise hai, jo tanhaiye main bhi saath daite hai,
Suraj ke roshani se uski barabari nahi hoti!
[written by romil arora - copyright reserved]

dosti ki kahani likhi hogi.....


Naaz, tum ho na ho is jahaan main,
Magar hamare mann main hamesha aapki yaadein rahenge,
Jab bhi dekhenge hum aasman ki taraf,
Hamari dosti ki kahani likhi hogi!
[written by romil arora - copyright reserved]

hamesha zinda rakhenge....

Har farz dosti ka ada hum karenge,
Teri yaadon ka gharonda hamesha apne dil main sanjo kar rakhenge,
Tujhse milane ki dua hum din-raat karenge,
Jab tak salamat hai hum rabb ki kasam,
Naaz apni dosti ko hamesha zinda rakhenge!
[written by romil arora - copyright reserved]

Saturday, July 12, 2008

maire dushmano se dosti thi.....


Jal chuke hai sab khawab maire,
sapno se maire dosti thi!

Aashaina bhikhar chuka hai maira,
gharon se maire dosti thi!

Khushi ne mujhe bahut rulaya,
muskaan se maire dosti thi!

Manzil ne kabhi saath nahi diya,
raasthon se maire dosti thi!

Sab dost maire dusham nikale,
shayad maire dushmano se dosti thi!

[WRITTEN BY ROMIL ARORA - COPYRIGHT RESERVED]

Tuesday, June 10, 2008

dil se alfaaz...


dil se alfaaz...
दिल से अल्फाज...

"Har baar sochata hu ki dost ki dar par na jau,
magar mera maan tere dar par hi aakar marna chahata hai,
aur tu bhi zalim hai dost, baar-baar zakhm dekar zinda chod deta hai"

हर बार सोचता हूं कि दोस्त के दर पर ना जाऊं 
मगर मेरा मन तेरे दर पर ही आकर मारना चाहता है, 
और तू भी जालिम है दोस्त, बार-बार जख्म देकर जिंदा छोड़ देता है...

“BAHUT MIL JATE HAI,
PYAR KARNE KO,
MAGAR KOI DOST NAHI MILTA,
DO PAL GUM BATNE KO”
बहुत मिल जाते हैं प्यार करने को... 
मगर कोई दोस्त नहीं मिलता दो पल ग़म बांटने को...

“Mohabbat, Mohabbat Hi Hoti Hai,
Khanjar Nahi,
Yeh Alag Baat Hai,
Log Mohabbat Ke Zakhm Ko Nasur Bana Dete Hai”
मोहब्बत, मोहब्बत ही होती है खंजर नहीं, 
यह अलग बात है, 
लोग मोहब्बत के जख्म को नासूर बना देते है...

"Na samajhana humko dost,
tere dil ko dhokha hoga,
main hu us talab ka keechad,
haath daloge to tumhara hi haath ganda hoga"
ना समझना हमको दोस्त, 
तेरे दिल को धोखा होगा, 
मैं हूं उस तालाब का कीचड़ 
हाथ डालोगे तो तुम्हारा ही हाथ गंदा होगा...

#Romil
#रोमिल

Saturday, May 31, 2008

Is Rishte Ka Kya Naam Du

"Is Rishte Ka Kya Naam Du"

Jab zamane mujhse puchata hai kya lagti thi teri 
woh jo rab ke ghar chali gayi.

Kyon rota hai uski yaadon mein,
Kyon gumsum rehta hai,
Kyon ukhad jata hai baaton mein,
kyon rab se dushmani karta hai...

Is rishte ka kya naam du,
na dosti hai yeh,
na mohabbat hai yeh,
na chahat hai yeh,
na dillagi hai yeh...

bas yeh rishta jo sajda hai ek-dusare ka,
pooja hai ek dusare ki,
dua hai ek dusare ki...

#Romil

इस रिश्ते का क्या नाम दूं... 

जब जमाना मुझसे पूछता है क्या लगती थी तेरी 
वो जो रब के घर चली गई... 

क्यों रोता है उसकी यादों में 
क्यों गुमसुम रहता है 
क्यों उखड़ जाता है बातों में 
क्यों रब से दुश्मनी करता है... 

इस रिश्ते का क्या नाम दूं 
ना दोस्ती है यह 
ना मोहब्बत है यह 
ना चाहत है यह 
न दिल्लगी है यह... 

बस यह रिश्ता जो सजदा है एक दूसरे का 
पूजा है एक-दूसरे की 
दुआ है एक-दूसरे की...

#रोमिल

Wednesday, May 28, 2008

"sayad tujhe....................................."

"sayad tujhe....................................."

"sayad tujhe dosti ke maane main samjha nahi saka,
apne palkon k kinare main basa nahi saka,
girte rahe wo aansu maire taire yaado main,
khwabon mein bhi main unhe mita na saka,
wo sochate rahe ki hame dosti aati nahi,
isliye sayad main kabhi unko bata nahi saka,
sayad tujhe dosti k maane main samjha nahi saka
sayad tujhe....................................."

[written by romil arora - copyright reserved]

Tuesday, May 27, 2008

Tanha hu main

"tanha hu main"

Dost sach bahut tanha hu main, Laut aao aaj fir bahut tanha hu main, 
Tumne kaha tha DOSTI nahi marti, 
Isi baat par aaj tak fir zinda hu main, 
 Meri yaadon mein tu shamil hai sajde jaisa, 
Rab se pehle tera naam leta hu main, 
Kab tak dardon ko main sehta rahunga, 
Khud se teri baatein karta rahunga, 
 Us rab ke ghar ko chhodkar mere pass aa jao, 
Dost sach bahut tanha hu main, Laut aao aaj fir bahut tanha hu main...
[written by romil arora - copyright reserved]