Woh mohabbat ki baazi main bhi ek qadam aagey nikali RoMiL
Ki usne saath chod diya mera...
Yeh alag baat thi Romil
Irada to maine bhi kiya tha ki uska saath chod dunga...
#Romil
वो मोहब्बत की बाजी में भी एक कदम आगे निकली रोमिल
कि उसने साथ छोड़ दिया मेरा...
यह अलग बात थी रोमिल
इरादा तो मैंने भी किया था की उसका साथ छोड़ दूँगा...
#रोमिल
All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!
Tuesday, June 29, 2010
apni-apni nazar
apni-apni nazar ki baat hai Romil...
jo teri nazar mein khuda ban baita hai
woh meri nazar mein insaan bhi nahi hai...
#Romil
अपनी-अपनी नजर की बात है रोमिल
जो तेरी नजर में खुदा बन बैठा है
वह मेरी नजर में इंसान भी नहीं है...
#रोमिल
Yahi jo log tujhe apne khaas lagte hain...
Yahi jo log tujhe apne khaas lagte hai
Yahi to mujhko badnaam karte hai...
***
Jo tumhari nazron mein naiki-e-khuda bante hai
yahi to masoomo ko bura banaya karte hai...
***
Sharafat ka pehan rakkha hai jinhone chola
yahi to masoomo ko bura banaya karte hai...
***
Sharafat ka pehan rakkha hai jinhone chola
Yahi to mujhse buri baat kiya karte hai...
***
Ittefaq ki baat hai ya unki sazish
jab bhi hum gunehgaar hote hai
haaton ke nishaan inke hi mila karte hai...
#Romil
यही जो लोग तुझे अपने ख़ास लगते है
यहीं तो मुझको बदनाम करते है...
जो तुम्हारी नज़रों में नेकी-ए-ख़ुदा बनते हैं...
यही तो मासूमों को बुरा बनाया करते है...
शराफ़त का पहन रखा है जिन्होंने चोला
यही तो मुझसे बुरी बात किया करते है...
इत्तेफ़ाक़ की बात है या उनकी साज़िश
जब भी हम गुनहगार होते है
हाथों के निशान इनके ही मिला करते है...
#रोमिल
Monday, June 28, 2010
ZINDAGI IS TARAH BARBAAD HOGI...
ZINDAGI IS TARAH BARBAAD HOGI ROMIL...
BAS SAATH INTEZAAR KI KAALI RAAT HOGI...
***
DIL LAGAKAR TUNE YEH KAISA SITAM KAR DALA ROMIL
NA ZINDAGI SAATH HOGI..
NA MAUT PASS HOGI...
***
WOH MUJHKO DEKHKAR BHI HAAL NAHI PUCHATA ROMIL
ISSE BADI AUR KYA SAZA-E-AAM HOGI...
***
BAS YAHI SOCHKAR DIL BEHLA LETE HAI ROMIL
IS JAHAAN MEIN NAHI TO
US JAHAAN MEIN WOH MERE SAATH HOGI...
#ROMIL
जिंदगी इस तरह बर्बाद होगी रोमिल
बस साथ इंतजार की काली रात होगी...
दिल लगाकर तूने यह कैसा सितम कर डाला रोमिल
ना जिंदगी साथ होगी ना मौत पास होगी...
वो मुझको देखकर भी हल नहीं पूछता रोमिल
इससे बड़ी और क्या सजा-ए आम होगी...
बस यही सोचकर दिल बहला लेते हैं रोमिल
इस जहां में नहीं तो उस जहां में वो मेरे साथ होगी...
#रोमिल
Sajda...
kuch is tarah tumko yaad main kar leta hu...
tera naam likhkar zameen par sajda main kar leta hu...
#Romil
कुछ इस तरह तुमको याद मैं कर लेता हूं
तेरा नाम लिखकर जमीन पर सज़दा मैं कर लेता हूं...
#रोमिल
Saturday, June 26, 2010
tasveerein aachi nahi lagati hain mujhe...
tasveerein aachi nahi lagti hai mujhe
dil mrin ek chubhan de jaati hai mujhe...
***
jab bhi dekhta hu usko tasveer mein
yaadein de jaati hai mujhe...
***
mere liye to uska naam hi kaafi hai
beete lamho ki mulaqat-e-aalam hi kaafi hai
nahi rakhna mujhe vasta kisi tasveer se
Haqeeqat se door le jaati hai mujhe...
***
kadam-kadam par rishte badalte dekhe hai maine
sawan ke mausam, patjhad mein badalte dekhe hai maine
yeh wapas usi bhool bhulaiya main le jaati hai mujhe
***
ban gaya qatil mere liye apni nazron ka daav
ek taraf tasveer-e-aam
ek taraf uska naam
reh-reh kar uski jhooti muskaan yaad aati hai mujhe
tasveerein aachi nahi lagti hai mujhe
dil mein ek chubhan de jaati hai mujhe...
#Romil
तस्वीरें अच्छी नही लगती है मुझे
दिल में एक चुभन दे जाती है मुझे...
जब भी देखता हूँ उसको तस्वीर में
यादें दे जाती हैं मुझे...
मेरे लिए तो उसका नाम ही काफ़ी है
बीते लम्हों की मुलाकात-ए-आलम ही काफी है
नहीं रखना मुझे वास्ता किसी तस्वीर से
हक़ीक़त से दूर ले जाती है मुझे...
क़दम-क़दम पर रिश्ते बदलते देखे है मैंने
सावन का मौसम, पतझड़ में बदलते देखें है मैंने
यह वापस उसी भूल भुलैया में ले जाती है मुझे...
बन गया क़ातिल मेरे लिये अपनी नज़रों का दांव
एक तरफ तस्वीर-ए-आम
एक तरफ उसका नाम
रह-रह कर उसकी झूठी मुस्कान याद आती है मुझे...
तस्वीरें अच्छी नही लगती है मुझे
दिल में एक चुभन दे जाती है मुझे...
#रोमिल
Tuesday, June 22, 2010
aaj meri tabiyat kharab hain...
aaj meri tabiyaat kharab hain
hai... hai...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
05-06 vomating bhi hue hain
halka sa fever bhi hain...
stomach main pain bhi ho raha hain
hai... hai...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
na hi doctor ko dekhaya hain
na hi medicine khaya hain
hai... hai...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
office main aaram farmaya hain
thoda sa kaam bhi kiya hain
hai... hai...
aaj meri tabiyat kharab hain...
aaj meri tabiyat kharab hain...
***
sachi..
aaj meri tabiyat kharab hain...
sachi...
Subscribe to:
Posts (Atom)