Thursday, May 29, 2008

"Kis Tarah Tadafha Hoon Taire Yaadon Main"

"Kis Tarah Tadafha Hoon Taire Yaadon Main"

kis tarah tadafha hoon taire yaadon main,
maire dostoon se poocho!

maire dard bhare aansoo ki kahani,
maire hasratoon se poocho!

raat bhar jagah hoon taire intezaar main, maire sapno ki barbaadi ki kahani,

maire saayoon se poocho!

kis tarah ghumta fhirta hu taira naam lekar main sadako par,

maire pagal-pan ki dastaan maire shehar walon se poocho!

kis tarah tadafha hoon taire yaadon main,

maire dostoon se poocho!

[written by romil arora - copyright reserved]

1 comment:

Anonymous said...

sab jaan kar khamosh hai kyon khuda yeh samaj nahi aata hai
kyon taire khushiyo ko woh nazar lagata hai
taira dard sabne dekha hai
taire intezaar ka zaara-zaara gawah hai
kyon nahi usko yeh dard samaj aata hai