Saturday, July 12, 2008

Ek bewafa tum hi nahi.....


Ek mohabbat main barbad hone wale hum hi nahi aur bhi hai,
Ek bewafa tum hi nahi zamane main aur bhi hai!


Hum par hi nahi sirf mohabbat ka sitam hua,
Is duniya main mohabbat main zakhame aur bhi hai!


Tanha safar tha zindagi ka, tanha hi rahega,
Is tanhaiyoon main khush rehane wale abhi aur bhi hai!


Hamari haal-e-dil dekh kar kaash, yeh husn par marne wale samaj jaye,
Magar, mohabbat-e-madhoshi main marne wale abhi aur bhi hai!

[written by romil arora - copyright reserved]

3 comments:

Anonymous said...

Kabhi tum apni MOHABBAT ka aetabar tu do,
main chahoo toot k tumko, wo akhtiar tu do
Guzarti hi nahi ye zindagi tanha,
sahara pyar ka de kar usy guzar tu do.

Anonymous said...

Kabhi tum apni MOHABBAT ka aetabar tu do,
main chahoo toot k tumko, wo akhtiar tu do
Guzarti hi nahi ye zindagi tanha,
sahara pyar ka de kar usy guzar tu do.

ROMIL ARORA said...

badiya shabd g. bahut badiya shabd.