Saturday, July 5, 2008

naazar aaya!

Jab bhi ki humne mohabbat ki baatein, unko koi aur yaad aaya.

Diya hai mujhe aaisa dard zindagi bhar unka naam mere hooton par aaya.

Tanhai itni mili ki suraj ki roshani mein bhi andhera nazar aaya.

Nikle jo aansoo, aankhon se usmein bhi unka deedar nazar aaya!
[written by romil arora - copyright reserved]

2 comments:

Anonymous said...

jahan bhi dekhoge humko hi payoge,
dosti ke rang se tum kaise bach payoge,
hum to dost hai tumhare,
ek din tumko hamare daar par aana padega,
zindagi tumpar qurban hum kar jayenge,
hamari maut par bhi kya tum nahi aayoge!

ROMIL ARORA said...

wah g wah...kya baat hai... sukriya...