Thursday, August 14, 2008

Aansoo

Har Aansoo Ki Apni Ek Kahani Hoti Hai
Kisi Ki Zindagi Khushi Ke Saath, Kisi Ki Gum Ke Naam Hoti Hai!
***
[written by romil arora - copyright reserved]

2 comments:

GuNnJaNn said...

Zindagi ka raaz tanhaai mei paa liya,
Jiska bhi gam mila apna bana liya,
Gam hamara sun ne ko jab na mila koi,
toh rakha aaina saamne aur khud ko suna diya..

ROMIL ARORA said...

aaina main dekhoge to tumko hamari surat hi naazar aayege,
jo kehna hai keh do humse, tumhare har aansoo main hamare hi dard ki kahani naazar aayege...