!~!Baarish Ki Boond Ko Jaise Hi Main Chuta Hun,
Har Boond Mein Tera Chehra Nazar Aata Hai!~!
~*~
!~!Mehekte Hue Phoolon Ko Jaise Hi Main Chuta Hu,
Har Phool Mein Tera Chehra Nazar Aata Hai!~!
~*~
!~!Nadi Ke Pani Mein Jaise Hi Main Chand Ke Aks Ko Chuta Hu,
!~!Nadi Ke Pani Mein Jaise Hi Main Chand Ke Aks Ko Chuta Hu,
Chand Ke Aks Mein Tera Chehra Nazar Aata Hai!~!
~*~
!~! Yeh Mohabbat Ki Inteha Hai
Samne Aaina Mein Main Khud Ko Dekhu,
Samne Aaina Mein Main Khud Ko Dekhu,
Aaina Mein Tera Chehara Nazar Aata Hai!~!
#Romil
बारिश की बूंद को जैसे ही मैं छूता हूं
हर बूंद में तेरा चेहरा नजर आता है...
महकते हुए फूलों को जैसे ही मैं छूता हूं
हर फूल में तेरा चेहरा नजर आता है...
नदी के पानी में जैसे ही मैं चांद के अक्स को छूता हूं
चांद के अक्स में तेरा चेहरा नजर आता है...
यह मोहब्बत की इंतेहा है
सामने आईना में मैं खुद को देखूं
आईने में तेरा चेहरा नजर आता है...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment