Thursday, October 23, 2008

Suraksha...

Aurat chahe
saree mein rahe,
suit mein rahe,
jeans mein rahe,
burkha mein rahe,
ya fir
parde mein rahe...
Isse jyada jaruri hai ki woh surakshit rahe...

#Romil

औरत चाहे 
साड़ी में रहे 
सूट में रहे 
जींस में रहे 
बुर्के में रहे 
या फिर 
पर्दे में रहे... 
इससे ज्यादा जरूरी है की क्यों सुरक्षित रहे...

#रोमिल

No comments: