Mere Rab Yeh Kya Hua - 2
kyon tu hai mujhse khafa
kya hue mujhe khata
kya kiya maine gunah
Mere Rab Yeh Kya Hua - 2
~
kyon hai roshni mujhse durr
kyon faila hai mere chaaron taraf andhera
kyon mile mujhe be-wajah hi saza
Mere Rab Yeh Kya Hua - 2
~
meri masumiyat kyon ban jaati hai meri bebasi
dua ki jagah, mujhe kyon milti hai baddua
kyon mere taqdeer hai mujhse khafa
kya hue mujhe khata
kya kiya maine gunaah
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
kya kiya maine gunaah
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
~
dard sehta hu
magar khush rehta hu
aansoo ko di hai maine
khush rehne ki saaza
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
~
~
anjaan duniya ke raste
anjaana safar
jaana mujhe kahan
na iski khabar
dhund raha hu khud apna naamo-nisha
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
kyon tu hai mujhse khafa
kya hue mujhe khata
kya kiya maine gunaah
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
kyon tu hai mujhse khafa
kya hue mujhe khata
kya kiya maine gunaah
Mere Rabb Yeh Kya Hua - 2
#Romil
1 comment:
Ab jo chale hain to na rukenge hum,
Manzil se pehle ab na thakenge hum,
Jeetne ka ab hai junoon sawaar,
Chahe ho kuch bhi na manenge haar.
Toofano se ladna aur aage hai badhna,
Bhale pade hame gir ke sambhalna,
Saath de na de chahe zamaana,
Humko to bas hai chalte hi jaana.
Khud pe hai hausla ab rakhna,
Aur kisi se na humko hai darna,
Apne sapno ko poora hai karna,
Jeet ka maza ab humko hai chakhna...
U R MY STRONG DUDE.,hai na!!
Post a Comment