Wednesday, January 14, 2009

bahut busy hu main yaar...


tabu ke saath mera taaka bheedha hain
saniya ne mujhe love letter likha hain
genelia mere saath chai pena chahati
sushmita ne mujhe dinner par invite kiya hain...
aaj kal time nahi mere pass
bahut busy hu main yaar...
~
kareena mujhe phone par pareshan karti
deepika roz mujhe dating par jane ko kehti
priyanka mujhe shopping par le jana chahte
aishwarya mere saath movie dekhana chahate
aaj kal time nahi mere pass
bahut busy hu main yaar...
~
katrina mere saath sight scene par jana chahate
lara apne mom-dad se milwana chahte
mallika mere saath dance karna chahte
rani mere saath movie shoot karna chahte
aaj kal time nahi mere pass
bahut busy hu main yaar...
[written by romil arora - copyright reserved]

No comments: