Saturday, January 24, 2009

Ranj aur dard ki basti mein, main rehta hu...

~*~
ranj aur dard ki basti mein, 
main rehta hu
ki pee kar gum, khush main rehta hu
hai chaaron taraf meri barbadi ka charcha
main fatjhad ke mausam mein bhi phool ki tarah khila rehta hu!
~*~
[written by romil arora-copyright reserved]

No comments: