Tuesday, January 20, 2009

main kisi ki baahon mein rona nahi chahta...

gamo ko baanth kar kam nahi karna chahta
main zakhmo ko bharna nahi chahta
apne aansoo khud pee jana chahta hu
main kisi ki baahon mein rona nahi chahta.
[written by romil arora - copyright reserved]

No comments: