Sunday, January 25, 2009

small Innovation - IDeA - Jhooti Kahani

Jhooti Kahaniya kisi bhi insaan ko motivate karne aur uske behaviour ko change karne ke kaam aa sakti hain. Jaisi situation ho waise hi kahani banani chahiye....

Jaise kisi mohalle ke baache school padane nahi jaate hain to hum us mohalle ke baache ko jhooti kahani sunate hue kahenge ki "hamare bagal ke shehar kanpur ka ladka tha, bilkul tumhare jaise parivar main paida hua tha, dekho aaj woh kitna bada insaan ban gaya, kal hi uski tv par photo aaye the....aaise hi chote se mohalle main woh bhi rehta tha, aaj dekho padh-likh kar kitna baada insaan ban gaya. mumbai main bahut baade company main manager hain aur ab woh america bhi jaane wale hain, lakhon rupiya mahina kamata hain. Tum log bhi school jayoge, padoge, to tum log bhi baade insaan banoge."

No comments: