Saturday, January 17, 2009

wafa kaun karega....

tere liye apni zindagi fanaa kaun karega
ki paagalon ki tarah tujhse mohabbat kaun karega
apne haanton ki laakeren dekh kar puch rabb se "romil" ki tarah tere saath wafa kaun karega
[written by romil arora - copyright reserved]

1 comment:

Anonymous said...

Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi gham ka sagar bhi hai
Hanske uspaar jana parenga

Zindagi ek ahsaas hai
Toote dil ki koi aas hai
Zindagi ek banwas hai
Kat kar sabko jana parega
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga

Zindagi bewafa hai to kya
Apne ruthe hai hamse to kya
Haath me haath na ho to kya
Saath phir bhi nibhana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga

Zindagi ek muskan hai Dard ki koi pehchaan hai
Zindagi ek mehmaan hai
Chhor sansar jana parenga
Zindagi pyar ka geet hai
Ise har dil ko gana parenga
Zindagi gham ka sagar bhi hai
Hanske uspaar jana parenga.......