Tuesday, July 21, 2009

yeh zindagi aapki ho jayegi...

dil main hausala rakheiye
haawan main pankh fhela kar uda kejeiye
aankhon main khawab baasa lejeiye
yeh zindagi aapki ho jayegi...
^^^
yaadon main jo naam aata hain
dhadkhano main jo bas jaata hain
uska haath tham lejeiye
yeh zindagi aapki ho jayegi...
^^^
hoonton par koiye geet saaja lo
muskiloon se tum daaron nahi
haar main bhi muskura lejeiye
yeh zindagi aapki ho jayegi...
^^^
tarap kar girate hain jab judai ki barsaate
tum meethe paalon ki chadar ko odha lo
aankhon main bhar lo khushiya
yeh zindagi aapki ho jayegi...
[written by romil arora - copyright reserved]

2 comments:

Anonymous said...

again a good1 raj,hope u dnt mind me clng u raj, as sunny is quite a cmn name 4 music cntrs n dhabaas, dnt mind, n raj is as sophsticat as ur compstions, still if its objectionable, it wll b highly considered nt to b repeated,


PANE SAY KHONE KA MJA KUCH AUR HAI,
BAND ANKHO SE RONE KA MJA KUCH AUR HAI,
ANSU BANE LAFZ AUR LAFZ BANI GAZAL,
AUR USS GAZAL ME MHBUB KE HONE KA MJA KUCH AUR HAI


INDU

ROMIL ARORA said...

INDU Ji,

$uNny aur Raj ko maaro goli...kahan tum uske chakkar main padh rahe ho....

magarrrrrrrrrrrrrrrrrrr

magar...magar...magar...magar...

yeh tumhare comma lagane ka style mujhe kisi ki yaad delata hain...abhi kuch din pehle hi mujhe uske hand written letters mile thi...same woh bhi ussi style aur saahi jagah comma lagati hain...

par main yeh soch raha hu ki woh agar marr gaye hain to zinda kaise ho sakti hain...agar zinda hain to fhir uske parivar walon ne yeh kyon bola ki woh marr gaye hain...

tumko to lag raha hoga ki yeh ladka pagal hain....sach pucho to aaj kal mujko bhi yeh lagane laga hain ki main pagal hi hu...mujhko kya meri maa bhi yahi kehti hain ki ladka pagal hain....

raha tumhari shayari ka jawab...

"mujhe kuch nahi chahiye bas uske siva,
aankhon main koiye aur chehara na ho uske siva,
kaise bhul jayun us khuda ko,
koiye samjha nahi aaj tak mujhe uske siva"