Zinda hoke bhi rishtey nibhate hai log kaha
Dost tune to marr kar bhi preet amar kar di!
***
Hazaaron janam ke baad bhi kaha milta hai Khuda
Dost tune apne prem se meri shraddha amar kar di!
***
Ab nahi chahiye mujhe kuch bhi is jahaan se
Dost tune apne saath se zindagi amar kar di!
Ab nahi chahiye mujhe kuch bhi is jahaan se
Dost tune apne saath se zindagi amar kar di!
#Romil
जिंदा होके भी रिश्ता निभाते हैं लोग कहां
दोस्त तूने तो मार कर भी प्रीत अमर कर दी...
हजारो जन्म के बाद भी कहां मिलता है खुदा
दोस्त तूने अपने प्रेम से मेरी श्रद्धा अमर कर दी...
अब नहीं चाहिए मुझे कुछ भी इस जहां से
दोस्त तूने अपने साथ से जिंदगी अमर कर दी...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment