Wednesday, August 25, 2010

Beeti baaton ka tum khayal rakhana...

Beeti baaton ka tum khayal rakhana
aansoo aaye to mera rumal saath rakhana...
*
karna jo kabhi khuda se gila
hoonton par dua saath rakhana...
*
mehandi jo kabhi lagana apne haaton main
apne milane ki umeed saath rakhana...
*
chand ko dekh kar jo kheel uthe chehara tumhare
beethe intezaar ke pal saath rakhana... 
[written by romil - copyright reserved]

No comments: