Wednesday, August 29, 2018

Par bad-qirdaar nahi hun...

Sach hai... Lakh bhala Atom bomb hun, nuclear bomb hun... Popcorn ki tarah ucchalta hun...

Par bad-qirdaar nahi hun...

(Jo hua woh ishtithi ka khel tha, uspar koi Safai nahi dena chahta... Main tumhara gunehgaar hun, Ta-Umar rahunga... Jo sazaa deni chaho de sakti ho...)

(Yeh sach hai kabhi koi ikk-dukka video dekh liya, kabhi aisi-waisi baatein kar li... Par bad-qirdaar nahi hun...)

(Yeh jo 46+ umar ki paki-pakai auratein hoti hai na unko dusaron ke besharm kisse-kahani mein padna nahi chahiye... Balki is Umar mein Jannat ki dua ke saath allah-allah karna chahiye....)

- RaJ

No comments: