Saturday, August 18, 2018

rishta-e-aitbaar...

kaisa rishta-e-aitbaar...
us kaazi ne hi nikaah padna hai, jo khud teen nikaah kiye hue hai...

hahaha

tum nikaahnaama mein rasm-e-mehar ki rakam Shariat ke hisaab se nahi balki itni likhwana ki main tumhe azadi dene ka khayal bhi dil mein na la saku.

mard ki jaat ka kaisa aitbaar, na jaane kab qasme-e-vaade bhool jaye.

- raj

No comments: