Thursday, December 27, 2018

Sawaal...

Sawaal yeh nahi hai ki apna rishta kitna purana sa hai...
Sawaal yeh hai woh shaks aaj bhi anjaana sa hai...

aur

Sawaal yeh nahi hai ki main kitna toot chuka hun... kitna nafrat se bhara hun...
Sawaal yeh hai main baar-baar toota kyon hun... bari-bari se luta kyon hun...

#RaJWrites

No comments: