Ammi kehti thi...
Dariya mein naav ka kya Bharosa...
Paar utare ya dubb jaye...
Aurat nau mahine tak bacche ko pet mein samaye...
Par Zara si Baat na uske pet mein samai jaye....
aur
Irade to roz bante hai, rooz toot jaate hai...
Ajmer wahi pahuchate hai, jinhe Khawaja bulate hai...
Maa ke Darbar wahi pahuchate hai, jinhe Vaishno Devi bulati hai...
aur
Saasu bhi Rani...
Nand bhi Rani...
Bahu bhi Rani...
Fir kaun bharega Pani...
Ghar mein kare na Bahar kare koi Kaam...
Bani baiti hai Sab Rani-Maharani...
#Romil Arora

No comments:
Post a Comment