Monday, November 17, 2008

Chal-Chal Sohni Mere Naal....

Saavdhan
Aapko Suchit Kiya Jaata Hai!
*
Yeh Jannatpur Shehar Hai...

Yahan Ki Ladkiya Dikhti Kamaal Hai
Bolti Bemisal Hai
aur Mundo Ko Nachti To Dhamaal Hai!
~
Kripya Yahan Par
Khoobsurat
Jawaan
Munde
Bach Kar Rahe!
Bach Kar Rahe!
Bach Kar Rahe!
~*~
{female}
Aae Lucky Boy
I M DoLL
From America To Nea Zealand But I Could'nt Find My Man
Par
Jab Se Tumko Dekha
Dil Yahi Bola...
Tum Ho
Tum Hi Ho...
My Lucky Boy
My Lucky Boy
My Lucky Boy
Muaaah - Muaaah - Muaaah
~*~
{male}
oye sohni kudi ki karde ho tussiiiiiiiiiiii...
Dikhti Ho Bemisal
Karti Ho Kamaal
Mujh Par Doore Hai Darate Tu Kudi
Nachti Ho Dhamaal...
~
Mujhse Pange Na Le
Mere Mood Ke Baaje, Baja Na De
Mujh Par Tut Ke Na Pad Re
Mere Sir Utthe Na Chhad Re
Mujhse Junge Na Lad Re.
~
Dikhti Ho Bemisal
Karti Ho Kamaal
Mujh Par Doore Hai Darati Tu Kudi
Nachti Ho Dhamaal...

~
{female}
Mere Roop Ka Nazara
Chak Le Tu Yaara
Meri Aankhon Mein Tu Dekhata
Main To Tere Gale Paava.
~
{male}
Dikhti Ho Bemisal
Karti Ho Kamaal
Mujh Par Doore Hai Darate Tu Kudi
Nachti Ho Dhamaal...
~
Chal Kol Baithke, Oh Mahi Tere, Sej Sajake
Le Jaun Tujhe Apni Dulhan Banake
Jo Kar De Tu Ek Ishara.
~
Chal Fir Tu Ho Ja Fir Taiyaar
Bana Le Jodi Mere Naal
Dikhti Ho Bemisal
Karti Ho Kamaal
Mujh Par Doore Hai Darate Tu Kudi
Nachti Ho Dhamaal...

Tu Kudi Hai Kamaal
Chal-Chal Sohni Mere Naal...
Chal-Chal Sohni Mere Naal...

#Romil

Sunday, November 16, 2008

Aaye Mere Bichade Hue Sanam...

Aaye Mere Bichade Hue Sanam...
ए मेरे बिछड़े हुए सनम...

Tere Dil Mein Mere Liye Koi Jagah Na Ho
तेरे दिल में मेरे लिए कोई जगह ना हो
Na Sahi
ना सही
----------
Tujhe Meri Wafao Par Yakeen Na Ho
तुझे मेरी वफाओं पर यकीन ना हो
Na Sahi
ना सही
----------
Tujhe Mera Intezaar Na Ho
तुझे मेरा इंतजार ना हो
Na Sahi
ना सही
----------
Tujhe Mujh Par Aitbaar Na Ho
तुझे मुझ पर ऐतबार ना हो
Na Sahi
ना सही
----------
Magar Hum Itna Jante Hai Sirf
Duniya Kehti Hai Zindagi Rahe To Fir Milenge
Magar Hum Kehte Hai Tumse Milte Rahenge To Zindagi rahegi...
मगर हम इतना जानते हैं सिर्फ 
दुनिया कहती है जिंदगी रहे तो फिर मिलेंगे 
मगर हम कहते हैं तुमसे मिलते रहेंगे तो जिंदगी रहेगी...

#Romil
#रोमिल

Kis Kis Na Naam Lu Mujhe Har Kisi Ne Loota...


Kya Be-basi Ka Mausam Mujhpar Chaya Hai,
Ab To Fariyaadon Ka Bhi Khuda Ke Ghar Aamal Hota Nahi!
"Yeh Meri Badnasibi Hai Ya
Meri Garibi,
Ki Mujhe Khawaise Jiske Ho Woh Mujhe Milta Nahi!
Kabhi Apne Ban Kar Loota,
Kabhi Paraye Ban Kar Loota,
Kis Kis Na Naam Lu Mujhe Har Kisi Ne Loota"
Kya Be-basi Ka Mausam Mujhpar Chaya Hai,
Ab To Fariyaadon Ka Bhi Khuda Ke Ghar Aamal Hota Nahi!
~*~
"Sikhwa Kiska Sunao,
Doston Ka Ya Dushmano Ka,
Bas Kehna Itna Hai Ki,
Dost Ne Dushman Ban Kar Loota,
Dushman Ne Dost Ban Kar Loota,
Kis Kis Na Naam Lu Mujhe Har Kisi Ne Loota"
Kya Be-basi Ka Mausam Mujhpar Chaya Hai,
Ab To Fariyaadon Ka Bhi Khuda Ke Ghar Aamal Hota Nahi!
~*~
"Rishtee Bas Naam Ke Hai
Rishtee Saare,
Ki Apnon Par Aitbaar Ab Rehta Nahi,
Kisi Ne Andhere Main Loota,
Kisi Ne Roshani Main Loota
Kis Kis Na Naam Lu Mujhe Har Kisi Ne Loota"
Kya Be-basi Ka Mausam Mujhpar Chaya Hai,
Ab To Fariyaadon Ka Bhi Khuda Ke Ghar Aamal Hota Nahi!
~*~
[WRITTEN BY ROMIL ARORA - COPYRIGHT RESERVED]

Sunday, November 9, 2008

mera rabb mujhe dikha aaj...

fhir ibadaton ke silsile suru ho gaye,
fhir duaon ka daur suru ho gaya,
mera rabb mujhe dikha aaj
fhir umeedon ke phool khilne suru ho gaye!
***
kyon nahi dikhta koi aur is jahan mein,
kyon rab dikha mujhe ek insaan mein,
sajde ke silsile suru ho gaye,
mera rab mujhe dikha aaj
fhir umeedon ke phool khilne suru ho gaye!
***
na mujhe yeh duniya chahiye,
na mujhe yeh chand, sitare chahiye,
mera rabb mujhe de do,
mujhe bas mera rabb chahiye,
fhir fariyadon ke din suru ho gaye,
mera rabb mujhe dikha aaj
fhir umeedon ke phool khilne suru ho gaye!

#Romil

फिर इबादतों के सिलसिले शुरू हो गए, 
फिर दुआओं का दौर शुरू हो गया, 
मेरा रब मुझे दिखा आज 
फिर उम्मीदों के फूल खिलने शुरू हो गए! 

क्यों नहीं दिखता कोई और इस जहां में, 
क्यों रब दिखा मुझे एक इंसान में, 
सजदे के सिलसिले शुरू हो गए, 
मेरा रब मुझे दिखा आज
फिर उम्मीदों के फूल खिलने शुरू हो जाए!

ना मुझे यह दुनिया चाहिए, 
ना मुझे यह चांद, सितारे चाहिए 
मेरा रब मुझे दे दो, 
मुझे बस मेरा रब चाहिए, 
फिर फरियादों के दिन शुरू हो गए, 
मेरा रब मुझे दिखा आज 
फिर उम्मीदों के फूल खिलने शुरू हो गए...

#रोमिल

Mera Aashiyana...

Na Jaane Kahan Hai Mera Aashiyana,
Meri Duniya,
Mera Thikana!
*
Na Koi Manzil, Na Koi Rasta Hai Pata,
Jaana Mujhe Kahan Na Iska Pata,
Koi Apna Na Koi Paraya,
Bas Peeche Chodate Jaana Mujhe Kadmo ke Nishaan!
*
Na Jaane Kahan Hai Mera Aashiyana,
Meri Duniya,
Mera Thikana!
~
Koi Na Pukare Mujhe,
Na Koi Roke Mujhe,
Dheeme-Dheeme, Halke Halke,
Chalte Jaana Hai Mujhe Wahan,
Jahan Mera Aashiyana,
Meri Duniya,
Mera Thikhana!
Hooo...
Hooo...
Ab Mujhe Fursat Kahan,
Ab Mujhe Chain Kahan,
Na Koi Dost, 
Na Koi Humdum,
Bas
Chalte Jaana Hai Mujhe Wahan,
Jahan Mera Aashiyana,
Meri Duniya,
Mera Thikhana!
Hooo...
Hooo...

#Romil

न जाने कहाँ है मेरा आशियाना
मेरी दुनिया,
मेरा ठिकाना!

न कोई मंज़िल, न कोई रास्ता है पता,
जाना मुझे कहाँ न इसका पता,
कोई अपना न कोई पराया,
बस पीछे छोड़ते जाना मुझे क़दमो के निशान!

न जाने कहाँ है मेरा आशियाना
मेरी दुनिया,
मेरा ठिकाना!

कोई न पुकारे मुझे
कोई न रोके मुझे
धीमे-धीमे, हल्के-हल्के,
चलते जाना है मुझे वहाँ,
जहाँ मेरा आशियाना
मेरी दुनिया,
मेरा ठिकाना!
होहो
होहो
अब मुझे फुर्सत कहाँ
अब मुझे चैन कहाँ
न कोई दोस्त
न कोई हमदम
बस
चलते जाना है मुझे
जहाँ मेरा आशियाना
मेरी दुनिया,
मेरा ठिकाना!
होहो
होहो

#रोमिल

Thursday, November 6, 2008

dulhan piya ghar chale...



saj rahe phoolon ke sej
ki dulhan piya ghar chale!
*
keh rahe shakheya na jayiun pardesh
ki dulhan piya ghar chale!
*
baabul re roye, maaye re roye,
de duaoon ka sandesh
ki dulhan piya ghar chale!
*
sune galiya, suna aangan
chod chali re apnon ka desh,
ki dulhan piya ghar chale!
[written by romil arora - copyright reserved]

AACHA NAHI LAGTA!

Chamakate Hue Kapdon Mein Paiband
AACHA NAHI LAGTA!
*
Roshan Hoti Tasveer Mein Daag
AACHA NAHI LAGTA!
*
Jagmagate Hue Heeron, Sone, Jevraton Ke Beech, Lohe Ka Tukda
AACHA NAHI LAGTA!
*
Chandi Ki Deewar Mein, Mitti Ka Dhabba
AACHA NAHI LAGTA!
*
Shehjadiyon Ki Mehfil Mein Garib Majnu Ka Aana-Jaana
AACHA NAHI LAGTA!
*
Ameeron Ke Khayalon Mein Garibon Ka Dikhna... Ameeron Ko...
AACHA NAHI LAGTA!
[written by romil arora - copyright reserved]