main har zakhm ko teri rehmat samaj leta hu
isse badi aur kya bandagi hogi!
#Romil
मैं हर जख्म को तेरी रहमत समझ लेता हूं
इससे बड़ी और क्या बंदगी होगी!
#रोमिल
All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!