tum mere na ho sake to koiye baat nahi
hum to tumhare hain
*
tum saanson main humko na baasa sake to koiye baat nahi
hamari saansein to tumhare naam hain
*
tum muskurao, khushiya tumhare pehlu main rahe
tumhare gum hain mere saath yeh kya kaam hain
[written by romil arora-copyright reserved]
All my posts dedicated to My Rab NaaZ... Bas is tarah mohabbat ki namazein ada kar leta hun, naam NaaZ ka zameen pe likh sajda kar leta hoon... Written By ROMIL.COPYRIGHT RESERVED to http://www.sunny-raj.blogspot.com and writer!
Sunday, January 25, 2009
hum to tumhare hain
Saturday, January 24, 2009
tanhaiyon mein jeete hai...
tere khawabo
tere khayalo mein jeete hai
ki tera naam lete hai
tanhaiyon mein jeete hai...
na manzil mili thi
ki saath chuth gaye
hum to ab raste mein hi jeete hai
manzil ki talash mein hi jeete hai
tere khawabo
tere khayalo mein jeete hai
ki tera naam lete hai
tanhaiyon mein jeete hai...
bade ittefaq se mile the hum
ki aaj bhi un palon ko sambhal kar rakhte hai
tere haseen baaton ki fiza mein jeete hai
tere khawabo
tere khayalo mein jeete hai
ki tera naam lete hai
tanhaiyon mein jeete hai...
na baat poori hui thi
ki mehfil se uth gaye tum
adhuri ghazal mein rehte hai
adhuri mehfil mein jeete hai
tere khawabo
tere khayalo mein jeete hai
ki tera naam lete hai
tanhaiyon mein jeete hai...
#Romil
तेरे ख्वाबों
तेरे ख्यालों में जीते हैं
की तेरा नाम लेते हैं तन्हाइयों में जीते हैं...
ना मंजिल मिली थी
की साथ छूट गए
हम तो अब रास्ते में ही जीते हैं
मंजिल की तलाश में ही जीते हैं
तेरे ख्वाबों
तेरे ख्यालों में जीते हैं
की तेरा नाम लेते हैं तन्हाइयों में जीते हैं...
बड़े इत्तेफाक से मिले थे हम
की आज भी उन पलों को संभाल कर रखते हैं
तेरे हसीन बातों की फिजा में जीते हैं
तेरे ख्वाबों
तेरे ख्यालों में जीते हैं
की तेरा नाम लेते हैं तन्हाइयों में जीते हैं...
ना बात पूरी हुई थी
की महफिल से उठ गए तुम
अधूरी गजल में रहते हैं
अधूरी महफिल में जीते हैं
तेरे ख्वाबों
तेरे ख्यालों में जीते हैं
की तेरा नाम लेते हैं तन्हाइयों में जीते हैं...
#रोमिल
kismat aajma lete hai hum...
patjhad ke mausam mein bhi koi phool khila ho
yeh sochkar
fir kismat aajma lete hai hum...
manzilon ko talaste hue umar beet gai hamari
kaash koi rasta fir mil jaye
yeh soch kar
fir kismat aajma lete hai hum...
har baazi zindagi ki hum haare hai
kaash iss baar jeet jaye
yeh soch kar
fir kismat aajma lete hai hum...
#Romil
पतझड़ के मौसम में भी कोई फूल खिला हो...
यह सोचकर
फिर किस्मत आजमा लेते हैं हम...
मंजिलों को तलाशते हुए उमर बीत गई हमारी
काश कोई रास्ता फिर मिल जाए...
यह सोचकर
फिर किस्मत आजमा लेते हैं हम...
हर बाजी जिंदगी की हम हारे हैं
काश इस बार जीत जाए...
यह सोचकर
फिर किस्मत आजमा लेते हैं हम...
#रोमिल
yeh kabhi socha na tha...
dua, baddua ban jaye yeh kabhi socha na tha
dost, dushman ban jaye yeh kabhi socha na tha...
rehkar tu mujhe juda, muskuraye, yeh kabhi socha na tha
phool, pathar ban jaye yeh kabhi socha na tha...
dard ho mujhe, tujhe ehsaas na ho, yeh kabhi socha na tha
chalte-chalte raah badal jaye yeh kabhi socha na tha...
#Romil
दुआ, बद्दुआ बन जाए यह कभी सोचा ना था
दोस्त, दुश्मन बन जाए यह कभी सोचा ना था...
रहकर मुझे जुदा, मुस्कुराए
यह कभी सोचा ना था
फूल पत्थर बन जाएं यह कभी सोचा ना था...
दर्द हो मुझे, तुझे एहसास ना हो, यह कभी सोचा ना था
चलते-चलते राह बदल जाए यह कभी सोचा ना था...
#रोमिल
Ranj aur dard ki basti mein, main rehta hu...
~*~
ranj aur dard ki basti mein main rehta hu
ki peekar gum, khush main rehta hu
hai chaaron taraf meri barbadi ka charcha
main patjhad ke mausam mein bhi phool ki tarah khila rehta hu!
~*~
#Romil
रंज और ग़म की बस्ती में मैं रहता हूं
की पीकर ग़म, ख़ुश मैं रहता हूँ
हैं चारों तरफ मेरी बर्बादी का चर्चा
मैं पतझड़ के मौसम में भी फूल की तरह खिला रहता हूं...
#रोमिल
Friday, January 23, 2009
dil se...
woh mujhe rab kehti hai
aur main use rab kehta hu..
na usne mujhe kabhi dekha
na maine use kabhi dekha...
#Romil
वो मुझे रब कहती है
और मैं उसे रब कहता हूँ...
ना उसने मुझे कभी देखा
ना मैंने उसे कभी देखा...
#रोमिल
Thursday, January 22, 2009
humko to aadat hai...
dil todkar woh humse kehte hai
humko to aadat hai...
~
beech rahoon mein saath chhodkar woh humse kehte hai
humko to aadat hai...
~
gum-e-mohabbat humko dekar woh humse kehte hai
humko to aadat hai...
humko to aadat hai...
~
beech rahoon mein saath chhodkar woh humse kehte hai
humko to aadat hai...
~
gum-e-mohabbat humko dekar woh humse kehte hai
humko to aadat hai...
#Romil
दिल तोड़कर वो हमसे कहते हैं
हमको तो आदत हैं...
बीच राहों में साथ छोड़कर वो हमसे कहते हैं
हमको तो आदत हैं...
ग़म-ए-मुहब्बत हमको देकर वो हमसे कहते हैं
हमको तो आदत हैं...
#रोमिल
Subscribe to:
Posts (Atom)