kisi ka intezaar karti hui meri aankhen
mere pyar ko muhafiz rakhati hui meri aankhen...
~*~
bichadne ka manzar taraste hui meri aankhen
yaadon mein dubb kar bheeg jaane ko betab meri aankhen...
~*~
pal-pal har khawab ko sawarti hui meri aankhen
mohabbat ke manzar ko talashti hui meri aankhen...
~*~
mohabbat ke safar mein haari hui meri aankhen
mehboob ko mile khushiya yeh fariyad karti hui meri aankhen...
~*~
Romil sochata hu band kar lu meri aankhen
magar bewafa ko dhundti, talashti shehar mein bhatakati hui meri aankhen...
#Romil
किसी का इंतजार करती हुई मेरी आंखें
मेरे प्यार को मुहाफ़िज़ रखती हुई मेरी आंखें...
बिछड़ने का मंजर तराशते हुए मेरी आंखें
यादों में डूबकर भीग जाने को बेताब मेरी आंखें...
पल-पल हर ख्वाब को संवारती हुई मेरी आंखें
मोहब्बत के मंजर को तलाशती हुई मेरी आंखें...
मोहब्बत के सफर में हारी हुई मेरी आंखें
महबूब को मिले खुशियां यह फरियाद करती हुई मेरी आंखें...
रोमिल सोचता हूं बंद कर लूँ मेरी आंखें
मगर बेवफाई को ढूंढती, तलाशती शहर में भटकती हुई मेरी आंखें...
#रोमिल