Wednesday, May 28, 2008

"kuch tum kaho, kuch main sunu"


"kuch tum kaho, kuch main sunu"


"kuch tum kaho, kuch main sunu,
baat keh bhi do jo na main keh saku,
beet jaye na yeh pal, shaima - shaima hai yeh dil,
hooton ko aaj chukar, baat keh bhi do tum,
kuch tum kaho, kuch main sunu.................

bahoon main tere, sunte rahu baat tere,
beet jaye na raat yuhi,
kuch tum kaho, kuch main sunu.................
kehdo jo aaj kehna, jo maire dil ko sunna,
diar na tum karo bas, aaj keh bhi do tum,
kuch tum kaho, kuch main sunu................."

[written by romil arora - copyright reserved]

3 comments:

Anonymous said...

Labon se chum le is tarah mere badan ko
theher jau kaamp jau main kuch is tarah se,
pal bhar mein bhar jaye nasha aankhon mein itna,
piye ho najaane kitne paimaane jaise

Anonymous said...

intezaar kar rahe hai tumhari pukar ka,
kab humein tumhare didaar ho,
baithe rahe ek dusre ke paas ghanto tak,
lab se kuch na kahe par aankhon se dil ki baat ho.

ROMIL ARORA said...

Masha Allah.......Aapka Jawab Nahi.... Bahut Khoobsurat Shabd....