Saturday, June 28, 2008

Gum-e-Mohabbat

Gum-e-Mohabbat
गम-ए-मुहब्बत

Mohabbat khuda hai mera,
aur mera khuda ho tum,
jab tum khafa ho mujhse,
fir kaise khuda hai mere sang!
मोहब्बत खुदा है मेरा 
और मेरा खुदा हो तुम 
जब तुम खफा हो मुझसे 
फिर कैसे खुदा है मेरे संग!

Mohabbat bas ek baar hi hoti hai,
ek baar jab bewafai kar jaye sanam,
fir na kisi se mohabbat hoti hai,
ab to bas hum yeh kasam khate hai,
dil na fir kisi se lagate hai!
मोहब्बत बस एक बार ही होती है, 
एक बार जब बेवफाई कर जाए सनम, 
फिर ना किसी से मोहब्बत होती है, 
अब तो बस हम यह कसम खाते हैं, 
दिल ना फिर किसी से लगते हैं!

Is duniya mein koi saccha pyar karne wala nahi milta,
husn wale to lakho milte hai magar saccha yaar nahi milta,
sansein ab bhi chalti hai bas issi khuwahish mein,
jab koi apna nahi milta is jahaan mein, to kaash koi begana milta?
इस दुनिया में कोई सच्चा प्यार करने वाला नहीं मिलता, 
हुस्न वाले तो लाखों मिलते हैं मगर सच्चा यार नहीं मिलता, 
साँसे अब भी चलती है बस इसी ख्वाहिश में, 
जब कोई अपना नहीं मिलता इस जहाँ में तो क़ाश कोई बेगाना मिलता?

#Romil
#रोमिल

2 comments:

Anonymous said...

dard to dard se mat dekho,
dard ko bhi dard hota hai,
dosti main kabhi dard nahi hota,
kyunki dard main bhi dost, humdard hota hai.

ROMIL ARORA said...

true dear.

sach dard main keval dost hi hota hai, na koiye apna, na sanaam pass hota hai.