Friday, June 27, 2008

Intezaar-e-mohabbat


Intezaar-e-mohabbat
Aankhon main jaala kar intezaar-e-shaama taira intezaar karte hai,
Bhul kar duniya ko tujhe yaad karte hai,
Bas itna samaj lo jaan hamari aapko apni jaan se bhi jyada pyar karte hai!
Aankhon main taira intezaar hai,
Ek tanha chand aur aasmaan saath hai,
Aa jayo tum bas zindagi main,
Ek naazar tumko jee bhar kar dekhane ke aas hai!
Dard itna badh gaya hai ki ab kya sunaye,
Aankhen ho gaye hai pathar, kitna intezaar aur hum karpaye,
Marr jane do, bas khuli rahenge aankhen hamari,
Tumhare intezaar main bolo isse jyada aur kya kar jaye!
Bolo! Bolo!

2 comments:

Anonymous said...

do rishto se chalti hai yeh zindagi,
ek khushi, ek gum,
do logon se mehakti hai yeh zindagi,
ek aap aur ek hum,
dekhana or gehre hoge yeh hamare rishte,
agar badte rahe kadam,
ek aap k aur ek hamare sanaam.

ROMIL ARORA said...

wah wah g.. kya baat hai aapki.

sukriya lajawab shabdon ke liye.