Saturday, June 21, 2008

Kabhi......


Kabhi......


Haatheli par kabhi maira naam likhwana,
Mehandi kabhi maire naam ki saajana,
Palke kabhi maire raahon main bichana.


Kabhi hooton par maira naam likhwana,
Dil par kabhi maire yaad saajana,
Dhadkan kabhi maire raahon main bichana.


Kabhi apne naam ke saath maira naam jodana,
Kabhi hum-tum ko saath samajhana,
Kabhi maire bina khud ko tanha samajhana.


Kabhi tum maire baare main sochana.... Kabhi....
[written by romil arora - copyright reserved]

No comments: