Tuesday, October 14, 2008

"Aaye Ab Romi Ki Baari"



Suno Suno.
Bacche, Budho aur Jawaano.
Suno Suno.
Lala, Sahukar aur Baniya.
Suno Suno.
Bhabhi, Didi, Jiji, Kaki, Taiye, Fhufhi, Khala, Chachi aur Bhehana.
Suno Suno.
Bhaiya, Kaka, Taya aur Chacha.

"Aaye Ab Romi Ki Baari"
~*~
$uNny Ne Khoob Dhoka Khaya, Haan Ji!
rAj Ne Khoob Aansoo Bahaya, Haan Ji!
$uLtaN Ne Khoob Kiya Intezaar, Haan Ji!
Romil Re Khoob Hua Pareshan, Haan Ji!
Are Charon Ne, Haan...Haan....Charon Ne...Khoob Dukh Ki Ghadiya Bitaye...Ki
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
~*~
Are Apno Ne Khoob Gum Diya, Haan Ji,
Parayon Ne Bhi Ilzaam Diya, Haan Ji,
Begano Ne Bhi Jhagada Kiya, Haan Ji,
Are Goli Maaro Apne, Parayon aur Begano Ko...Ki
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
"Aaye Ab Romi Ki Baari"

~*~
Are Rupiya Ne Bahut Sataya, Haan Ji,
Are Mohabbat Ne Bahut Rulaya, Haan Ji,
Are Ghar, Business Ne Bahut Daudaya, Haan Ji,
Are Ladkiyoon Ne Kiya Pareshannnnnnnnn
Are
Are
Are
(kaahe maarat ho kaki, humka, hum sach bolat hai baba)
Sach Hai Babaaaaaaaaaaa, Haan Ji,
Bhatti Main Daalo In Sab Ko... Ki
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
~*~

Dholak Bajao,
Gaana Gaayo,
Dance Karo,
Khoooooooob Masti Karo...
Ki
Haan...Haan....
Haan Ji...Ki
"Aaye Ab Romi Ki Baari"
"Aaye Ab Romi Ki Baari"

[written by romil arora - copyright reserved]

No comments: