na biwi na baccha na baap chahiye na maiyan
I need rupiya....
the whole thing is that ke bhaiya sabko chahiye rupaiya
I need rupiya....
$
Life ko easy banana hai,
Zindagi ko khushal banana hai,
Hoonton par smile sajana hai,
Saturday ko dance night jaan hai,
Sunday ko fun day banana hai.
na biwi na baccha na baap chahiye na maiyan
I need rupiya....
$
Jhopadi se bangala main jana hai,
Gumti se business building banana hai,
Dal-Roti khana hai,
School main admission pana hai,
(Na rupiya pocket main honga to,
tu saale ho jayega paida hospital ke baahar)
na biwi na baccha na baap chahiye na maiyan
I need rupiya....
$
baacha logon......
Agar naukari pana hai,
Ladki ko patana hai,
Barna mobile ka bill hai,
AC ki haawan khana hai,
Gaadi main ghumana hai,
Thearte main movie dekhana hai,
Shopping par jaana hai,
Na chalta TV hai, Na bajata radio hai,
(Na rupiya pocket main honga to,
tu saale mandir ke baahar he hamesha ganti bajayega)
na biwi na baccha na baap chahiye na maiyan
I need rupiya....
$
(Na arthi ko tere aagani milegi,
Na dharti main tu jayega)
I need rupiya....
$
(Na milegi izzahat,
Na koiye hoga tera apna)
I need rupiya...
$
Life choti lambi hai tension
Kaise zindagi ka chalega pahiya
(Yeh problem hai all duniya)
I need rupiya...
$
ha ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha
ha ha ha
ha ha
ha
magar mann maira kehta hai yaaron
I HATE RUPIYA!
$
BAACHE KI CHEEKHATE BOOKH KEHTI
I HATE RUPIYA!
$
AURAT KI PHAATI SAADI KEHTI
I HATE RUPIYA!
$
TAN DHAKANE KE KHATIR TAN BIKATA HAI
I HATE RUPIYA!
$
PAIT BHARANE KI KHATIR, KOIYE PAIT MAIN PALANE LAGTA HAI
I HATE RUPIYA!
$
NANHE-NANHE FARISTOON KE HAANTH KARTE MAJDOORI
I HATE RUPIYA!
$
TOOTE GHAR SE PANI GIRTA
I HATE RUPIYA!
$
DAAVA KE BINA MAARIZ MARTA
I HATE RUPIYA!
$
LOGON KA JISM AUR EMAAN HAI BIKATA
I HATE RUPIYA!
$
KISI KA SUNEHARA SAPNA HAI TOOTATA
I HATE RUPIYA!
$
yeh kaisa rupiya kaisa
badata hai paap
badata jurm yeh kaisa
maa ka dudh bana hai zeher kaisa
sarhad par marta masoom shipaye kaisa
masoom farishtoon ke aankhon main yeh aansoon kaisa
bana insaan shaitaan yeh kaisa
hai yeh rupiya kaisa
hai yeh rupiya kaisa
I HATE RUPIYA!
[written by romil arora - copyright reserved]
No comments:
Post a Comment