Friday, November 7, 2008

Tujhe Mein Rab Dikhta Hai.....




Tujhe Mein Rab Dikhta Hai.
Tu Hi To Jannat Meri, Tu Hi Mera Junnon
Tu Hi To Mannat Meri, Tu Hi Rooh Ka Sukun
Tu Hi Ankhiyon Ki Thandak, Tu Hi Dil Ki Hai Dastak
Aur Kuch Na Janu Mein, Bas Itna Hi Jaanu..
(Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu) - 2
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu..
~
Kaise Hai Yeh Doori, Kaise Majboori
Mene Nazaron Se Tujhe Choo Liya
Kabhi Teri Khusboo, Kabhi Teri Baatein
Bin Maange Yeh Jahan Pa Liya
Tu Hi Dil Ki Ha Rounak, Tu Hi Janmon Ki Daulat
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu..
(Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu) - 2
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu..
~

Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi
Rab Ne... Bana Di Jodi.....
Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi
~

Cham Cham Aaye, Mujhe Tarshaye
Tera Shaya Ched Ke Chumta..
O O, Tu Jo Muskaye, Tu Jo Sharmaye
Jaise Mera Hai Khuda Jhomta..
Tu Hi Meri Barkart, Tu Hi Meri Ibaadat
Aur Kuch Na Janu, Bas Itna Hi Janu..
(Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu) - 2
Sajde Sae Jhukta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Tujhe Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karu
Vaasdi Vaasdi Vaasdi, Dil Di Dil Vich Vaasdi
Naasdi Naasdi Naasdi, Dil Ro Ve The Naasdi
Rab Ne... Bana Di Jodi.....

(not written by me)

1 comment:

Anonymous said...

Wafa k Qaid khano main,
Sazain kab badalti hain?
Badalta dil ka mosam hai,
Hawain kab badalti hain?
Meri sari Duain tum se hi mansoob hain ,
Mohabat ho agar sachi, Duain kab badalti hain?
Koi pa kar nibhata hai,
koi kho kar nibhata hai
Nay Andaaz hotey hain,
Wafain kab badalti hain