(kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de) - 2
Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
~
Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de
~
Tu har ghadi har waqt mere saath raha hain
Haan ye jism kabhi door kabhi paas raha hain
Jo bhi ghum hain ye tere unhe tu mera pata de
Kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de
~
Mujhko ko to tere chehare pe ye ghum nahi jhachta
Jaayiz nahi lagta mujhe ghum se tera rishta
Sun meri guzarish ise chehare se hata de - 2
(kuchh is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansu tere saare meri palakon pe saja de) - 2
(not written by me)
1 comment:
Zindagi hai choti, har pal mein khush raho!!
Office me khush raho, ghar mein khush raho…
Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho…
Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke hi khush raho…
Aaj Doston ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho…
Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho…
Chaha tha kya, par jo ho gaya , usmein hi khush raho…
Jisse dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho…
Jisse paa nahi sakte uski yaad mein hi khush raho…
Beeta hua kal ja chuka hai, usmein meethi yaadein hai,unme hi khush raho…
Aane wale pal ka pata nahi…,sapno mein hi khush raho…
Haste haste ye pal bitaenge, aaj mein hi khush raho…
Zindagi hai choti, har pal main khush raho!!
Post a Comment