wafadaar tha to koi naam nahi janta tha mera
bewafa ho gaya to ghar-ghar mein naam ho gaya...
***
zara si baat ka tamasha bana diya usne
gumnaami mein jeete the,
duniya mein janne wala bana diya usne...
duniya mein janne wala bana diya usne...
***
itni baar milane ko kahan... yakeen na hua usko...
ek juda hone ko keh diya... yakeen ho gaya usko...
[written by romil arora - copyright reserved]
No comments:
Post a Comment