Friday, April 9, 2010

NAAZOO KI HIDAYAT..

NAAZOO KI HIDAYAT...

VeRy InTeresTing DO CHOTI-CHOTI BAATEIN...

1. Roz apne ghar ke mukhya darwaze ko PRANAM/ NAMASTEE kare aur vinarm nivedan se kahe "SUKRIYA, KI AAP MERE GHAR MAIN SIRF AACHE LOGON KO PRAVESH DAITE HAIN"

Isse aap main ek positive energy aayegi aur aap apne ghar main aaye sabhi logon ko aacha samjhenge aur unka aadar karenge...

[RoMiL rePly - Magar hamare pass ghar hi nahi hain.... hehehehehehehe]

2. Roz bhojan banane ke baad sabse pehle rabb ko bhog lagaye... us bhog lage hue prasad ko, ghar ke bhojan main mila de... uske baad ghar walon ko bhojan parose...

Isse aap main ek positive energy aayegi aur aap apne ghar main bane bhojan ko PRASADA samjhoge... aur PRASADA samaj kar khaoge... 

Agar Begum Saheba kharab bhojan bhi banaiyege tab bhi Miya Jaan uski kaami nahi nikal payenge... hehehehehehe

[RoMiL rePly - MAA jo bhi khana humko daite hain hum chup-chap kha laite hain...hehehehehe]

No comments: