Hamare Lucknow main to aaj kal barsaat hone lage hain... kuch barsaat wale song... jo hamesha se fav. hain...
1. Barsaat mein Hum se mile tum Sajaan (Barsaat 1949) - One of the best... recently ek anjaan dost mila tha uske liye...
2. Haryala Sawan Dhol Bajata Aaya (Do Bheega Zameen 1953) - My fav. movie... great movie...
3. Allah megh de Paani De (Guide 1965) - Best song... BEST SCENE...
4. Rim Jhim Gire Sawan (Manzil) - Amitabh Bachchan lovely... Humko bhi kutra-pajama pasand hain... Amitabh Ji sach main bahut khoobsurat lag rahe hain... meri voice bhi itni magical hoti to shayad main bhi kehta...
5. Aaj Mausam Bada Beiman Hai (Loafer) - Baarish hone wali hain... hadippa... balle balle...
6. Lagi Aaj Sawan Ko Phir Wo Jhadi Hai (Chandni) - Good
7. Aha RimZhim Ke Yeh Pyare Pyare (Usne Kaha Tha) - Evergreen duet by melodious Lata Mangeshkar and silky voiced Talat Mehmood from "Usne Kaha Tha" picturised on Sunil Dutt and Nanda.... Kaash ab bhi jhoole padate...
8. RimJhim ke tarane leke aayi Barsaat (Kala Bazaar) - Dev Babu.... n Waheeda Rehman Ji... simple n sweet...
9. Koi Ladki Hai ( Dil To Paagal Hai) - wow wow... wow... my fav.. SRK song... chak doom doom... kaash jab mera accident hua tha tab koiye gaata... ya jab dR. GuNn hospital main thi, tab main gaata...
10. Nahi Samne ( Taal) - so sweet... Akshay Khanna...beautiful composed... NaaZ nahi samne magar tu mere saath hain...
11. Ab Ke Sajan Sawan Mein (Chupke Chupke) - Truely romantic... dR. GuNn kyon ab ke sawam main kya khayal hain???
12. Aakhir tumhe aana hai zaara dair lagegi (Yalgaar) - Sanju bhaiya... Nagma... eyes close kar lo... jaldi jaldi... jaldi... close kar lo.... hehehehe
No comments:
Post a Comment