Monday, May 24, 2010

Mere Rabb... Aapse ardaas hain...

Mere Rabb... Aapse ardaas hain...

NaaZ aur GuNn ko hamesha khush rakhana... Unke sar par hamesha apna haath rakhana...

Main apne gum ko shabdon main keh nahi sakta... Main nahi bata sakta ki main inko kho kar kaisa mehsus kar raha hu... Inki kaami mujhe kitna mayush kar daite hain... Inki yaadein mujhe kitna rulati hain...

Fhir bhi mujhe khushi is baat ki hain ki woh aapke saath hain Rabb Ji... aur yeh yakeen hain ki aap apne bandon ka khayal rakhate ho... unse pyar karte ho...

Hamare sharaddha ke phool unko samarpit hain...

Rabb Ji hamari ardaas kabul kejeiyega... NaaZ aur GuNn ko hamesha sukh aur shanti dejeiyega...

No comments: