1. Yeh Hain Bombay Meri Jaan (CID - 1956): Very-very sweet and wonderful composition of the great O.P. Nayyar... Excellent voice of Rafi Sahab... Mouth organ and beautiful rythm.
Unlike most of the songs picturised on Johnny Walker, this one isn’t a laugh-out-loud funny one.
2. Sar Jo Tera Chakraaye (Pyaasa - 1957): One of the my all time favourties. S.D. Burman sahab ka behtareen music. very light, very sweet tunes for heart ko touch kare... Champi ki aawaz... Rafi Sahab ki golden voice...
3. Mera Yaar Bana hain Dulha (Chadhavi ka Chand - 1960) : Ravi Ji ka music aur Mohammed Rafi Ji ki magical voice... best comedy song... Johnny Ji so energetic, bubbly aur mastani mehfil... best..
4. Jaane Kaha Mera Jigar Gaya Ji (Mr. and Mrs 55 - 1955): Office main pyar ki masti... The films music is by O. P. Nayyar and lyrics by Majrooh Sultanpuri... Mohd. Rafi Sahab and Geeta Dutt Ji ki khoobsurat aawaz...
"kahin mare darr ke chuha to nahi ho gaya
kone kone dekha, na jane kahan kho gaya
yahan use laye kahe ko bina kaam re
jaldi jaldi dhoondho ke hone lagi sham re"
5. Are Na Na Tauba Tauba (Aar Paar - 1954): This song was sung by Geeta Dutt and Mohammed Rafi. Best acting.
6. Gareeb Jaan Ke Hum Ko Na Tum (Choomantar - 1956) : Music Director - O.P.Nayyar, Lyricist - Jaan Nisaar Akhtar, Singer (s) - Mohd.Rafi Sahab.
"Jahan mein aur hamara kahan thikana hai
Tumare dar se kahan uth ke humko jaana hai
Jo ho sake to muqadar mera jaga dena
Tumhi ne dard diya hai tumhi dava dena
Gareeb Jaan Ke..."
7. Bachke Balam Chal Re Rasta Hai Mushkil (Johnny Walker - 1957) - Music Director - O.P.Nayyar, Lyricist - Hasrat Jaipuri, Singer(s) - Mohd.Rafi & Geeta Dutt
"Bachana hain muskil
jo milate hain do dil mohabbat ke bazar main
kabhi gum ki ghata,
kabhi thandi haawan
hain mohabat ke gulzaar main..."
8. Yahan bhi to nahi - Preet na jaane reet -
"yahaan bhi to nahi
wahan bhi to nahi hain
na jaane mera dil
chota sa mera dil
nanha sa mera dil
kahaan kho gaya
kamal ho gaya"
9. "Laila Ki Ungliyan Bechoon, Majnoo Ki Pasaliyan Bechoon, Aao Dil Walon, Khao Dil Walon, Naram Kakadiyan Bechoon" - (Ghar Ki Laaj - 1960) Music Director - Ravi, Singer - Mohd. Rafi Ji...
10. Dekhta chala gaya - (Gateway of India). An enjoyable comedy song composed by Maestro Madan Mohan from the film 'Gateway of India' which had lyrics by Rajendra Krishan. Singer - Mohd. Rafi Ji.
Lovely performance by Madhubala Ji.
enjoy
No comments:
Post a Comment