Bahu Begum, Mehboob ki Mehndi, Mere Hazoor, Mere Mehboob, Chaudhvin Ka Chand, Pakeezah, Umraoojaan and many more films have either been shot in Lucknow or have Lakhnavi backdrops.
Woh sunhere geet aaj bhi lucknow ki haawaon main goonjate hain... Woh andaz, lucknavi ada, woh pehnaava, woh nazar ki shokhiyaan, woh pairon ki pajeb, woh haanton ki mehandi... paandans and khaasdans, Chewing paans style, baaton ki tehzeeb, woh mehalon ke parde, woh furniture... jaise lucknow main aaj bhi baase hue hain...
BAHU BEGUM
*
Bujhi-bujhi si nazar mein teri talaash liye
bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye
*
2. Duniya kare sawaal to hum kya jawab de
poochhe koee ke dil ko kahaa chhod aaye ho
kis kis se apanaa rishtaa-ye-jaan jod aaye hainn
mushkil ho arja-ye-haal to hum kyaa jabaab de
*
"3. Pad gaye Jhoole Saawan Rut Aai Re
Seene Mein Hook Uthe Allah Duhaai Re
___________
MEHBOOB KI MEHANDI
1. Jaane kyun log mohabbat kiya karte hain
saawan mein aankhon ko, kitnaa rulaati hain
furqat mein jab dil ko kisii ki yaad aati hain
ye zindagi yoon hi barbaad hoti hain
har waqt honthon pe koyi fariyaad hoti hain
naa davaaon kaa naam chalta hain
naa duaaon se kaam chalta hain
zehar ye fhir bhi sabhi kyon piya karte hain
2. Yeh jo chilman hai dushman hai hamari
3. Itna to yaad hai mujhe ke unse mulaqaat hui
___________
MERE HUZOOR
1. Phalak Pe Jitne Sitaare Hein
2. Jo Guzar Rahi Hai Mujh
Mere dil ki mehfilon mein woh mauqaam hai tumhara
ki khuda ke baad lab par bas naam hai tumhara
meri aarzoo yahi hai main tumhaare geet gaau
woh khushi mili hai mujhko, main khushi se mar na jaau
haan jo guzar rahi hai mujh par, usse kaise main bataau
3. Apne rukh par nigaah
___________
MERE MEHBOOB
1. Mere Mehboob Tujhe
Maine Ik Baar Teri Ek Jhalak Dekhi Hai
Meri Hasrat Hai Ke Mein Phir Tera Deedar Karoon
Tere Saaye Ko Samajh Kar Mein Haseen Taj Mahal
Chandni Raat Me Nazaronse Tujhe Pyar Karoon
Apni Mehki Hui Zulfon Ka Sahara Dede
Mera Khoya Hua Rangeen Nazara Dede
Mere Mehboob Tujhe
2. Mere Mehboob Mein Kya Nahin
3. Aye Husn Jara Jaag
4. Jaaneman Ek Nazar Dekh Le
5. Tere Pyaar Mein Dildar
6. Tume Izhaar-e-Haal
7. Yaad Mein
_________
CHAUDHVIN KA CHAND
1. Yeh Lucknow Ki Sarjamee
ye laknau ki sar-zameen ...
ye laknau ki sar-zameen
ye rang-roop ka chaman
ye husn-o-ishq ka vatan
yahi to vo muqaam hai
jahaan avadh ki shaam hai
javaan-javaan haseen-haseen
ye laknau ki sar-zameen -2
*
shabaab-o-sher ka ye ghar
ye ahl-e-ilm ka nagar
hai manzilon ki god mein
yahaan har ek rah-guzar
ye shahar laaladaar hai
yahaan dilon mein pyaar hai
jidhar nazar uthaaiye
bahaar hi bahaar hai
kali-kali hai naazaneen
ye laknau ki sar-zameen -2
*
yahaan ki sab ravaayaten
adab ki shaahakaar hain
ameer ahl-e-dil yahaan
gareeb jaan-nisaar hain
har ek shaak par yahaan
hain bulbulon ki chah-chahen
gali-gali mein zindagi
kadam-kadam pe kah-kahen
har ik nazaara hai dilnasheen
ye laknau ki sar-zameen
ye laknau ki sar-zameen ...
*
nibhaayi apani aan bhi
badhaayi dil ki shaan bhi
hain aise maharabaan bhi
2. Mera Yaar Bana Hai Dulha
3. Mili Khak Mein Mohabbat
Mili Khaak Mein Mohabbat, Jalaa Dil Kaa Aashiyaanaa
Jo Thii Aaj Tak Haqiiqat, Wahi Ban Gayi Fasaanaa
4. Sharma Ke Yeh Kyon Sab
5. Badle Badle
badle-badle mere sarkar nazar aate hain
badle-badle mere sarkar nazar aate hain
ghar ki barbaadi ke aasar nazar aate hain
*
doobe rehte the mere pyar main jo shaamo-shehar - 2
mere chehare se na hatati thi kabhi jinki nazar
mere surat se woh bezaar nazar aate hain...
6. Bedardi Mere Sayyan
7. Chaudhvin Ka Chaand Ho

Kuch geet hamare lucknow ke liye...
BAHU BEGUM
1. Hum Intezaar Karenge
hum intezaar karenge tera qayaamat tak
khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye *

No comments:
Post a Comment