Tuesday, June 1, 2010

Mere Sahiba... Mere Nanaka...

Mere Sahiba... Mere Nanaka...
Sab kuch hai karta...
Sabki Sunta..
*
Meri bhi ardaas sun le...
*
Sabko
Hamesha khushiya dena...
Sukh aur Shanti pradan karna...
*
Sabko
JaNNat mein hamesha apni sharan mein rakhna...
Unka khayal rakhna... 
Yahi hamari ardaas hai...

No comments: