roz hum khud se takrar karte hai
kyun hum us bewafa se itna pyar karte hai
Itne zakhm diye tune aye khuda
aakar hum tere dar par kyon ibadat baar-baar karte hai
mujhe maloom hai iska anjaam kya hoga
lootne ke liye hum fir mohabbat ka aagaz karte hai
na mujhe dekh apnepan ki nazaron se
jo apne hote hai wahi qatal-e-aam karte hai

aur
yeh keh kar maine usse tauba kar li romil
kya daulat wale kabhi garibon se pyar karte hai...
kya daulat wale kabhi garibon se pyar karte hai...
#Romil
रोज हम खुद से तकरार करते हैं
क्यों हम उस बेवफा से इतना प्यार करते हैं...
इतने जख्म दिए तूने ए खुदा
आकर हम तेरे दर पर क्यों इबादत बार-बार करते हैं...
मुझे मालूम है इसका अंजाम क्या होगा
लूटने के लिए हम फिर मोहब्बत का आगाज़ करते हैं...
ना मुझे देख अकेलेपन की नजरों से
जो अपने होते हैं वहीं क़त्ल-ए-आम करते हैं
और
यह कहकर मैंने उससे तौबा कर ली रोमिल
क्या दौलत वाले कभी गरीबों से प्यार करते हैं...
#रोमिल
No comments:
Post a Comment