Langar
Bahut si Sangat ko maine dekha Langar ke dauraan, Darbar Sahib, Amritsar aur RSSB dono jagah par... Langar ke samay woh apni plate pe lage khane tak ko apni ungaliyon se chhat kar saaf kar dete the... Bahut si Sangat ko aisa karte dekha...
Mujhe Maa ki yaad aa gai, woh bhi hamesha khana khane ke baad apni plate ko ungaliyon se saaf kar deti thi... fir dono haath jodkar shukriya kehti thi...
Learning - Matlab seedha sa hai, ek bhi daana jhoothan nahi chhodana...
Darbar Sahib aur RSSB par langar wali jagah likha bhi hai "Jhoothan na chhode"
Waise yeh Learning, Life mein sabko karni chahiye... Ek daana bhi jhooth nahi chhodana chahiye...
"tera ditta khawan... Sacche Pathshah, Mere Satguru..."

No comments:
Post a Comment