NaaZ keh rahi thi...
Mujhe yeh nahi samaj aata hai...
Nikaah... Halala... Chaar Nikaah... Jehaad ke waqt hi sirf Mardo(n) ko Quran-e-Paak kyon yaad aati hai...
Namaaz, Bade-Bujurgon ki khidmat, Bacchon ki parwarish, Aurat ke huqooq, Zakat... ke waqt kyon nahi Quran-e-Paak yaad rehti hai...
Maah-e-Ramzaan aate-aate...
Mardon ke Jism pe kutra-pajama...
Chehare pe dadhie...
Sar pe topi aa jati hai...
Juban pe aayatein...
Aankhon mein sharm aa jaati hai...
Aur
Eid aate hi...
Fir wahi sab gustakhiyan, dil-farebiyan chaalu ho jaati hai...
- Sultan

No comments:
Post a Comment