"Maa, pani peene ke liye ek hi glass upyog karti thi... Pani pee liya fir usko dhokar ultakarke rakh diya... Fir jab Pani peena chaha to usi glass mein daalkar pee liya... Jyada bartan jhoote karne ki kya jarurat hai..."
RSSB mein jab Langar khane jao to wahan kai jagah pe bade se mud numa platforms mein plates, glass, spoon rakhe hue hai... Sangat wahan se baari-baari se uthakar Langar khane jaati hai... aur fir Langar khane ke baad apni plates, glass, spoon dhokar usi jagah pe rakh deti hai..
Mud mein sab bartan bikhare pade the to maine sab kareene se laga diye the... Anyway...
Aise hi RSSB Canteen mein jab khana khane jao ya fir Darbar Sahib mein Langar khane jao to... Wahan sewadar aapko Plates dete hai... Glass, Katora, Spoon wahi rakhe hote hai, aap khud utha sakte hai... RSSB mein token ke baad plate dete the...
Aapne khana khaya fir apne bartan uthakar dhone wali jagah rakh diye...
Chand hi minutes mein aapke khane ki jagah sewador ne saaf kar di... Aur jab samay khatam hua khane ka to RSSB mein chair ultikarke table ke upper rakh di jaati thi... Darbar Sahib mein kuch palo ke liye Langar Hall mein lock laga diya jaata tha...
Maine to Darbar Sahib mein bartan dhone ki sewa bhi ki thi...
Learning - Seekh yeh hai khana khane ke Baad apne bartan dhone wali jagah pe rakh do, agar ho sake to acchi tarah se apne khane ke bartan dhokar rakh do...
Aaj-kal kya dekhata hu, jyadatar gharon mein bacche ho ya fir bade... Pani piya glass wahi rakh diya... Chai pi wahi cup rakh diya... Kuch khaya wahi bartan rakh diya... Jab inse khud ke kaam nahi hote to kya yeh sewa karenge...
Khana Khane wali jagah to kabhi saaf hi nahi karte fir barkatein kaise aayengi...
Main dekhata hu kitchen subah hote hi din bhar open hi rehta hai... Pata nahi kitna khana banta hai jo poora nahi hota... Asal mein barkatein nahi hai... kitchen ko bhi saafkarke thode samay ke liye aaram de dena chahiye...

No comments:
Post a Comment