kuch log mohabbat ke nashe mein chur hote hai...
warna kaun aajkal kaagazon pe siyahi utarata hai...
aur
kahan Miya dekhate hai...
yeh Umar ka Dariya,
yeh rupiyon-paise-ameeri ki Khaie,
yeh unch-neech, jaat-paat, rishtedaari, rang-roop ka Sagar...
yeh antar... yeh bhedbhaav, yeh bhinnatta...
Kuch log aaj bhi mohabbat karte hai...
Sirf Mohabbat Karte hai...
#Romil Arora

No comments:
Post a Comment