Friday, May 30, 2008

"Tum Keh Kar Paraya Kar Diya"


"Tum Keh Kar Paraya Kar Diya"

Hum to sanam mohabbat main aapko, apna samaj baithe the,
Aapne humhe, "Tum" keh kar paraya kar diya,

Roshani ki jarurat nahi thi mujhe,
Aandhere se mohabbat ho chuke the mujhe,
Aapne aandhere ko, "Tum" keh kar paraya kar diya,

Aapke intezaar ko hum, kal ka sapna samaj baithe the,
Aapne sapne ko, "Tumhara" keh kar paraya kar diya,

Humne to socha tha, zindagi bhar taira saaya ban kar chalenge,
Aapne saaya ko, "Tumhara" keh kar paraya kar diya,

Ab maine bhi chod diya hai,
aapka saath maire “Hitler”,
Jabse aapne maire jaan ko, "Tumhara" keh kar paraya kar diya!!!
[written by romil arora - copyright reserved]

2 comments:

Anonymous said...

dil se juda tum kabhi ho nahi sakte
apna keh kar tum kabhi ho nahi sakte
maire gustakhiyo ki itni na saaza do
ki tum hokar tum kabhi ho nahi sakte.

ROMIL ARORA said...

bahut khoob......