Friday, October 31, 2008

I M A BAD BOY!

DOSTON main hu RoMiL aRoRa

DUSHMANO tum to mujhe jante hoge
I M A BAD BOY!
i m right.
haan na
I M A BAD BOY!
*RoMiL aRoRa*
*
hamesha sabka dil tooda
zindagi main kuch nahi kiya
nikamma
nakaara
raha
na koiye manzil
na koiye thikana
hamesha angry man bana raha
apni ego main khoya raha
attitude dekhata raha
i m right.
haan na
I M A BAD BOY!
*RoMiL aRoRa*

*
magar sach to yeh hai
koiye na jaane
meri manzil hai kahan
mera dil chahta hai kya
kyon hai tanha
kyon hai akela
banda yeh dil ki duniya main apna naam karega
fhir chahe aaye kitne bhi toofan
har toofan ka main samana karunga
main ek din dil ki duniya main apna naam karunga!
[written by romil arora - copyright reserved]

No comments: