Showing posts with label Fav. Lyrics.... Show all posts
Showing posts with label Fav. Lyrics.... Show all posts

Thursday, March 24, 2011

Dev Anand - Hema Malini


Dev Anand - Hema Malini


Soni Aur Moni Ki Hai Jodi
Movie: Amir Garib (1974)
Singer. Lata Mageshkar & Kishore Kumar

O Mera Raja

Movie: Johny Mera Naam (1970)
Singer. Lata Mageshkar & Kishore Kumar

Pal Bhar Ke Liye
Movie: Johny Mera Naam (1970)
Singer. Kishore Kumar

Neend Churake Raaton Mein
Movie: Shareef Badmash (1973)
Singer. Kishore Kumar & Asha Bhosle


Tere Sau Deewane Juthe Parvane
Movie: Shareef Badmash (1973)
Singer. Kishore Kumar


Aayegi Aayegi Aayegi Kissi Ko
Movie: Jaaneman (1976)
Singer. Lata Mageshkar


Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Movie: Jaaneman (1976)
Singer. Kishore Kumar


Kiska Raasta Dekhen
Movie: Joshila (1973)
Singer. Kishore Kumar


Dil Mein Jo Baatein Hai
Movie: Joshila (1973)
Singer. Kishore Kumar & Asha Bhosle


Dheere Se Jana Khatiyan Mein
Movie: Chhupa Rustam (1973)
Singer. Kishore Kumar

Monday, March 21, 2011

Forever Sensuous - Zeenat Aman


1. Main na bhulunga (Roti Kapada Aur Makaan - Food, clothing, and shelter, 1974): One of my favourite Lata-Mukesh duets. Laxmikant Pyarelal were the music directors. The film was the highest grossing film of 1974. Another song Hai Hai Majboori Yeh Mausam aur Yeh Doori...

- beautiful krishna ring... 

2. Dum maro dum (Hare Rama Hare Krishna, 1971) : Music - R. D. Burman, Singer - Asha Bhosle.  

3. Chura liya hai tumne (Yaadon Ki Baaraat, 1973) : She pursued Vijay Arora by strumming her guitar singing "Churaliya hai" in the Nasir Hussain's hit film "Yaadon Ki Barat" and she looked so gorgeous!!! This film stands apart for the amazing soundtrack composed by R D Burman. The album shines with songs like Meri Soni, Yaadon Ki Baaraat,  Lekar Hum Diwana Dil, Churaliya Hai Tum Ne and Aapke Kamare Mein all of which are chart-busting scores. 

4. Jiska mujhe tha intezaar (Don, 1978) : Zeenat looks beautiful... Music - Kalayan Ji Anand Ji.. Singers - Kishore Kumar - Lata Mangeshkar.

5. Do lafzon ki (The Great Gambler, 1979) : Music by R.D. Burman is excellent. Singer - Asha Bhosle.  

6. Laila main laila (Qurbani, 1980) : The song and the video says it all!!! Music by Kalyan Ji and Anand Ji is excellent. Singer - Kanchan and Amit Kumar.  She was a real diva. The album shines with songs like Aap Jaisa Koiye, Hum Tumhe Chahate Hain Aise all of which are chart-busting scores..

"Mujhe dekhkar jo na dekhe kisi ko
Mere vaaste jo mita de khudi ko 
Ussi deewaane ki banoongi main laila 
Usse pyaar doongi main pehla pehla"

7. Sathyam Shivam Sundaram (Title Song) (Satyam Shivam Sundaram, 1978) : Zeenat Aman is a revelation in this Raj Kapoor's film, which also stars Shashi Kapoor and Padmini Kolhapure. Laxmikant Pyarelal's music is an asset to the film and the soul stirring songs by Lata Mangeshkar are wonderful.



8. Panna ko tamanna hai (Heera Panna, 1973) : R D Burman scores are gleaming for this film. Produced and directed by Dev Anand this romantic film has Rakhee and Zeenat Aman (as sisters) in the lead cast other than himself. Anand Bakshi pens the beautiful lyrics. Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. Another beautiful song Main Tasveer Utarta Hoon...


"RaJ ki tamanna hai ki Gunnu usse mil jaye
Chahe meri jaan jaye, chahe mera dil jaye"

9. Hum Kisi Se Kum Nahin (Hum Kisi Se Kum Nahin, 1977): Excellent Qawwalli...

10. Maine poochha chhand se (Abdullah, 1980) : This movie was dirrected by Sanjay Khan, starring - Raj Kapoor, Sanjeev Kumar, Zeenat Aman and himself in the lead role. R D Burman composes the fabulous music with lyrics by Anand Bakshi.

Most romantic song forever.

"Meine poochha chhand se ki dekha hai kahin meri Gunnu sa Haseen
Chand ne kahan chandani ki qasam nahin nahin..."

OTHERS

- Hum dono do premi (Ajanabee, 1974): Singer: - Kishore Kumar - Lata Mangeshkar. R D Burman is once again at his best with wonderful songs like Bheegi Bheegi Raaton Mein and Ek Ajanabee Haseena Se.

- O Meri Mehbooba - DHARAMVEER
- Dillagi ne di hawan - DOSTANA
- Kabke Bichade Hue - LAAWARIS
- Ruk Jaana O Jaana Hum Say Do Baatein Kar Ke Chali Jaana - Warrant
- Aaina wahi rehta hai chehare badal jaate hai - Shalimar

Saturday, March 19, 2011

Most Romantic Songs - Bathroom/Bed Room

Most Romantic Songs  


Category - Bathroom/Bed Room (Female) 
  
1. Unse Mili Nazar Ki Mere Hosh Ud Gaye - (Jhuk Gaya Aasman - 1968) - Saira Banu
2. Bhai Batur - (Padosan - 1968) - Saira Banu
3. Baahon Mein Chale Aao (Anamika - 1973) - Jaya Bachchan
4. Mere Khawabon Mein Jo Aaye (DDLG - 1995) - Kajol Devgan

Friday, March 18, 2011

Sahir Ludhianvi Sahab

Sahir Ludhianvi Sahab.

1. Aurat ne Janam Diya Mardon ko (Sadhana)

"Sadhna" is a 1958 Hindi film produced and directed by B. R. Chopra. 
The film stars Sunil Dutt, Vyjayanthimala, Radhakrishan, Manmohan Krishna, Nandini and Leela Chitnis.
Music: N. Dutta

Singer: Lata Mangeshkar


2. Woh Subah Kabhi to Aayengi (Phira Subah Hongi)
Phir Subha Hogi (1958)
The film stars Raj Kapoor and Mala Sinha
Music: Khaiyyam Sharmaji
Singers: Mukesh & Asha Bhonsle



3. Yeh Mehlon Yeh Takhton Yeh Tajoon Ki Duniya (Pyaasa)
Movie: PYASAA (1957)
Starring Guru Dutt Mala Sinha Waheeda Rehman Johnny Walker and Rehman 
Directed by Guru Dutt

Music: S. D. Burman
Singer: Muhammad Rafi

4. Aage Bhi Jaane Na Tu (Waqt)

Waqt (1965)
Director:Yash Chopra
Starring Sunil Dutt Sadhana Shivdasan Raaj Kumar Shashi Kapoor


Music: Ravi


Singer: Asha Bhosle

5. Main Zindagi Ka Saath (Hum Dono)
Movie: Hum Dono (1961) 
Starring Dev Anand; Nanda; Sadhana and Lalita Pawar
Music: Jaidev

Singer: Mohammad Rafi
Directed By Amarjeet

6. Man Re Tu Kahe Na dheer dhare (Chitralekha)

Truly Classic song of Mohammad Rafi Sahib from Chitralekha movie (1964).
Raga: Yaman
Music: Roshan


Singer: Mohammad Rafi


7. Tum Apna Ranj O Gham (Shagoon)
Movie: Shagoon (1964) 
Singer: Jagjit Kaur 
Music: Khayyam 


8. Chalo Ek Baar Phir Se (Gumrah)
Movie: Gumrah (1963)
Singer: Mahendra Kapoor

Music: Ravi


9. Pyaar Pe Bas to Nahi Hai (Sone ki Chidiya)
Song from old classic movie Sone ki Chidiya (1958) 
Starring Balraj Sahni, Nutan, Mehmood, Dhumal, Vikram Kapoor.
Music: O P Nayyar

Singer: Talat Mehmood 
Director: Shahid Lateef



10. Jeevan Ke Safar Mein Rahi (Munimji)
"Munimji" is a 1954 Indian Hindi movie. Written by Nasir Hussain it starred Dev Anand and Nalini Jaywant, Pran played the villain in the film. The film also starred Ameeta and Nirupa Roy.
Music: SD Burman  
Singer: Kishore Kumar



11. Ashkon ne Jo Paya Hai (Chand Ki Deewar)
Singer: Talat Mahmood
Film: Chandi ki Dewaar (1964)

Music: N. Dutta

12. Na Tu Zameen Ke liye (Dastaan)

Film- Dastaan (1972)
Starring- Dilip Kumar, Sharmila Tagore, Bindu, Prem Chopra.
Film Director- B.R. Chopra

Singer - Mohammed Rafi
Music: Laxmikant-Pyarelal


13. Choo Lene Do Nazuk Hoton Ko (Kaajal)

Film- Kaajal (1965)Film directed by Ram Maheshwari. The film stars Meena Kumari, Raaj Kumar, Dharmendra, Padmini, Helen, Durga Khote, Tun Tun, Mehmood and Mumtaz.
Music : Ravi
Singer: Mohammad Rafi


14. Paoun Chu lene do and Jo Baat Tujh mein hai (Taj Mahal)

Film : Taj Mahal (1963)
Director : M. SADIQ
Music : Roshan
Singer : Lata Mangeshkar and Mohammad Rafi
Stars: BINA RAI, PARDEEP KUMAR, VEENA, HELEN


15. Tu Hindu Banega na Musalman Banega (Dhool Ka phool)
"Dhool Ka Phool" [1959] is an Indian Hindi film directed by Yash Chopra.
Starring Rajendra Kumar, Mala Sinha, Manmohan Krishna and Nanda.
Music: N. Datta [Narayan Datta]

Singer: Mohammed Rafi

Friday, August 27, 2010

We shall overcome - hum honge kamyab, hum honge kamyab...


We shall overcome
We shall overcome
We shall overcome some day

Oh, deep in my heart
I do believe
We shall overcome some day

We’ll walk hand in hand
We’ll walk hand in hand
We’ll walk hand in hand some day

We shall live in peace
We shall live in peace 
We shall live in peace some day
We are not afraid
We are not afraid
We are not afraid today

The whole wide world around
The whole wide world around
The whole wide world around some day

We shall overcome
We shall overcome
We shall overcome some day
------------------------
~In hindi~

hum honge kamyab, hum honge kamyab,
hum honge kamyab, ek din
Oh, mann mein hai vishwas, pura hai vishwas
hum honge kamyab, ek din...

hum chalenge saath-saath, daale haathon mein haath
hum chalenge saath-saath, ek din
Oh, mann mein hai vishwas, pura hai vishwas
hum chalenge saath-saath, ek din

nahin darr kisi ka aaj, nahin-hai bhay kisi ka aaj
nahin darr kisi ka aaj, ek din
Oh, mann mein hai vishwas, pura hai vishwas
nahin darr kisi ka aaj, ek din

hogi shanti charon or, hogi shanti charon or,
hogi shanti charon or, ek din
Oh, mann mein hai vishwas, pura hai vishwas
hogi shanti charon or, ek din

Wednesday, August 25, 2010

Ek din aap yun humko mil jayenge

Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha

Dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi
Jab nigaahein nigaahon se milne lagi
Dil ki daali pe kaliyaan si khilne lagi
Jab nigaahein nigaahon se milne lagi
Ek din is tarah hosh kho jayenge
Paas aaye to madhosh ho jayenge
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha

Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki barsaat hai
Jagmagati hui jaagti raat hai
Raat hai ya sitaaron ki barsaat hai
Ek din dil ki raahon mein apne liye
Jal uthenge mohabbat ke itne diye
Maine socha na tha
Ek din zindagi itni hogi haseen
Jhoomega aasmaan gaayegi ye zameen
Maine socha na tha
Ek din aap yun humko mil jayenge
Phool hi phool raahon mein khil jayenge
Maine socha na tha
Maine socha na tha
Maine socha na tha

Thursday, August 19, 2010

Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai


--MALE--

Hm Mm Hm Hm
Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai
I Am In Love, You Are In Love

To Yeh Kya Silsile Ho Gaye
Then What Is This That Has Happened?

Bewafa Hum Nahin, Bewafa Tum Nahin
I Am Not Unfaithful, You Are Not Unfaithful

To Kyoon Itne Gile Ho Gaye
Then Why Did All These Blames Come Up?

Chalte Chalte Kaise Yeh Faasle Ho Gaye
Walking Along, How Did This Distance (between Us) Come About?

Kya Pata Kahan Hum Chale
Who Knows Where We Have Come

Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai
I Am In Love, You Are In Love

To Yeh Kya Silsile Ho Gaye
Then What Is This That Has Happened?

Bewafa Hum Nahin, Bewafa Tum Nahin
I Am Not Unfaithful, You Are Not Unfaithful

To Kyoon Itne Gile Ho Gaye
Then Why Did All These Blames Come Up?

Chalte Chalte Kaise Yeh Faasle Ho Gaye
Walking Along, How Did This Distance (between Us) Come About?

Hm Hm Hm Ho, Kya Pata Kahan Hum Chale
Who Knows Where We Have Come

--FEMALE--
Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai
I Am In Love, You Are In Love

To Yeh Kya Silsile Ho Gaye
Then What Is This That Has Happened?

Bewafa Hum Nahin, Bewafa Tum Nahin
I Am Not Unfaithful, You Are Not Unfaithful

To Kyoon Itne Gile Ho Gaye
Then Why Did All These Blames Come Up?

Chalte Chalte Kaise Yeh Faasle Ho Gaye
Walking Along, How Did This Distance (between Us) Come About?

Hm Hm Hm Oh, Kya Pata Kahan Hum Chale
Who Knows Where We Have Come

Duniya Jo Poochhe To Kya Hum Kahe
If The Worlds Asks, What Do I Say

Koi Yeh Humko Samjha De
Someone Explain This To Me

Thes Lagi To Pal Mein Toot Gaye
When A Blow Was Struck, Everything Broke In A Moment

Sheeshe Ke The Kya Sab Vaade
Were All The Promises Made Of Glass?

--MALE--
Jaata Hai Koi Kyoon Sapnon Ko Thukraake
Why Would Someone Go, Rejecting Dreams?

Paayega Yeh Dil Kya Kisi Ko Bataake
What Will This Heart Gain By Telling Someone?

Chalte Chalte Raakh Hum Bin Jale Ho Gaye
Walking Along, I Have Turned To Ash Without Ever Burning

--FEMALE--
Mm Mm Mm Oh, Bujh Gaye Diye Pyaar Ke
The Flame Of Love Has Been Extinguished

--MALE--
Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai
I Am In Love, You Are In Love

To Yeh Kya Silsile Ho Gaye
Then What Is This That Has Happened?

--FEMALE--
Doob Gaya Hai Jaise Dard Mein Dil
It Is As Though My Heart Has Drowned In Sorrow

Aansu Bhari Hain Ab Aankhein
My Eyes Are Now Filled With Tears

--MALE--
Tanhaaiyon Ki Jo Rut Aa Gayi
Since The Season Of Loneliness Has Arrived

Ujdi Hui Hain Sab Raahein
All The Roads Are Rotten

--FEMALE--
Socha Tha Paayenge Dono Ek Manzil Ko
I Thought We Would Both Reach One Destination

--MALE--
Raahein Jo Badli To Tum Hi Bata Do
Now That Our Paths Have Split, You Tell Me

Chalte Chalte Gum Kahan Kaafle Ho Gaye
Walking Along, Where Did Our Caravan Get Lost?

--FEMALE--
Hm Mm Mm Oh, Kho Gaye Kahan Raaste
Where Did The Roads Get Lost

--MALE--
Pyaar Humko Bhi Hai, Pyaar Tumko Bhi Hai
I Am In Love, You Are In Love

To Yeh Kya Silsile Ho Gaye
Then What Is This That Has Happened?

--FEMALE--
Bewafa Hum Nahin, Bewafa Tum Nahin
I Am Not Unfaithful, You Are Not Unfaithful

To Kyoon Itne Gile Ho Gaye
Then Why Did All These Blames Come Up?

Chalte Chalte Kaise Yeh Faasle Ho Gaye
Walking Along, How Did This Distance (between Us) Come About?

--MALE--
Hm Hm Hm Ho, Kya Pata Kahan Hum Chale
Who Knows Where We Have Come

--FEMALE--
Hm, Kya Pata Kahan Hum Chale
Who Knows Where We Have Come

Wednesday, August 18, 2010

Raju Ban Gaya Gentleman


TERE MERE KHUSHIYOON SE BHEEGHE HAI YEH PALKEIN
BEKHUSHI KA MAUKA HAI
AAKHEIYAAN NA CHALKE
UMMEDON KA SURAJ CHAMKA
DHAL GAYE DUKH KI RAIN
KI RAJU BAN GAYA GENTLEMAN
KI RAJU BAN GAYA GENTLEMAN
KI RAJU BAN GAYA GENTLEMAN  

Tuesday, August 17, 2010

Ek Duje Ke Vaaste


~FEMALE~
Kitne hi door door hon hum donon ke raaste
Mil jaate hain jo bane ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste

~MALE~
Jaise dil hai dhadkan hai

~CHORUS~
ek duje ke vaaste

~FEMALE~
Jaise aankh hai darpan hai

~CHORUS~
ek duje ke vaaste

~MALE~
Jaise barkha saawan hai
ek duje ke vaaste

~FEMALE~
Ek sajni ek saajan hai ek duje ke vaaste

~CHORUS~
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste

~MALE~
Us rab ne jab dil diye
~FEMALE~
Dil ke do tukde kiye
~MALE~
Dono mein ek naam leikha
~FEMALE~
Ek radha ek shyam likha
~MALE~
Ab ye dil dhadakte hain
~FEMALE~
Milte aur bichhadte hain
~MALE~
Ek duje ke vaaste
~FEMALE~
Ek duje ke vaaste
~CHORUS~
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste

~FEMALE~
Hum donon ek jaan hain
~MALE~
Do dil ek armaan hain
~FEMALE~
Lekin ab is mod kar
~MALE~
Dekhein daaman chhod kar
~FEMALE~
Waqt ka hai ye faisla
~MALE~
Hum tum ho jaayein juda
~FEMALE~
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
~MALE~
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
~CHORUS~
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste

Monday, August 16, 2010

Tujh mein rab dikhta hai...


Na kuch poocha Na kuch manga
Tune dil se diya jo liya
Na kuch bola na kuch tola
Muskura ke diya jo diya
Tu hi dhoop tu hi chaaya

Tu hi apna paraya
Aur kuch na janu
Bas itna hi janu

Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun

Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun

Sajde Sar jhukta hai
Yaara mein kya karun

Tujh mein rab dikhta hai
Yaara mein kya karun
Rab Ne bana di jodi

Thursday, August 12, 2010

SHAUK HAI from GURU


SHAUK HAI from GURU
------------------- 
Raat ka shauk hai
I aspire of the night

Raat ki saundhi si
The earthen feel of the night time

Khamoshi ka Shauk hai
I aspire of silence

Subah ki roshni bezubaan subhon ki aur gungunaati
Those rays of the morning light humming towards the mute morning

Roshni ka shauk hai, oh shauk hai !
I aspire of light, I just aspire !

San sani anwlon ka
I aspire to taste the tangy amlas

Ke ishq ke banwlon ka
I aspire to experience the madness that lovers possess

San sani anwle
Of those pungent amlas

Ke ishq ke banwle
Of those crazy lovers

Barf se khelte badalon ka
I aspire of the clouds playing with the ice caps

Shauk hai (I aspire (to touch))

Kaash ye zindagi Khel hi khel mein kho gayi hoti
I wish this life were lost in its own play

Raat ka shauk hai
I aspire of the night

Neend ki goliyon ka
I aspire of those sleeping pills

Khwab ke loriyon ka
Of those lullabies that dreams have in store for me

Bezubaan aus ki boliyon ka; Shauk hai
I aspire of the words of these mute dew drops

Kaash ye zindagi binkahe binsune so gayi hoti
I wish this life never reacted to sound and words and just lay dead

Tuesday, August 10, 2010

Munni Badnaam hui darling tere liye – Dabangg song

The only good thing in this song is energetic Salman Khan dancing innovatively.
*
Song Name: Munni Badnaam Hui, Darling Tere Liye

Film/Album: Dabangg
Singer(s): Mamta Sharma, Aishwarya
Music Director: Lalit Pandit
Lyricist: Lalit Pandit
Length: 5:07
*

Munni badnaam hui, darling tere liye – 3 times

Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re
Le zandu balm hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye

Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re
Le zandu balm hui, darling tere liye – 2 times
Munni badnaam hui, darling tere liye – 2 times

Shilpa sa figure Bebo si adaa, Bebo si adaa
Shilpa sa figure Bebo si adaa, Bebo si adaa
Hai mere jhatke mein filmi mazaa re filmi mazaa
Haye tu na jaane mere nakhre ve
Haye tu na jaane mere nakhre ve laakhon rupaiya udaa

Ve main taksaal hui, darling tere liye
Cinema hall hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye – 2 times

O munni re, o munni re
Tera gali gali mein charcha re
Hai jama ishq da ishq da parcha re
Jama ishq da ishq da parcha re
O munni re


Kaise anaari se paala pada ji paala pada
Ho kaise anaari se paala pada ji paala pada
Bina rupaiye ke aake khada mere peechay pada
Popat na jaane mere peechay woh Saifu
(haye haye maar hi daalogi kya)
Popat na jaane mere peechay Saifu se leke Lambhu khada

Item yeh aam hui, darling tere liye
Item yeh aam hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye

Hai tujh mein poori botal ka nasha, botal ka nasha
Hai tujh mein poori botal ka nasha, botal ka nasha
Kar de budaape ko kar de jawan re kar de jawan
Honthon pe gaali teri aankhein dulaali, haye
Honthon pe gaali teri aankhein dulaali re de hai jiya
Tu item bomb hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling mere liye – 2 times
Munni ke gaal gulabi, nain sharabi, chaal nawabi re

Le zandu balm hui, darling tere liye
Munni badnaam hui, darling tere liye
Baat yeh aam hui, darling tere liye
Be-Hindustan hui, darling tere liye
Amiya se aam hui, darling mere liye
Le zandu balm hui, darling mere liye
Seenay mein hole hui, tere tere tere liye
Aale badnaam hui haanji haan tere liye
Le sareaam hui, darling tere liye
Darling tere liye – 3 times

Thursday, August 5, 2010

THREE DRESS + DANCE FLAVOUR

THREE DRESS + DANCE FLAVOUR

In songs main dress + dance.... kuch naya tha...   
*
1. O Babul Pyare - Johny Mera Naam - Hema Malini Jee
2. Rangeela Re - Prem Pujari - Waheda Rehman Jee
3. Hoonton par aaisi baat - Jewel Thief - Vyajantimala Jee

Wednesday, August 4, 2010

Chaha tumhi ko har pal har dum

Television Show - Mann Kee Awaaz Pratigya
Star Plus Channel
Chaha tumhi ko har pal har dum song
---------------------------------------
Chaha tumhi ko har pal har dum
Chaha tumhi ko her pal har dum

Chaaya kabhi na thi pyar ki kam
Diya, diya... maanga jo tumne saathiya

Diya....

Chutey sabhi ab rishtey naatey
Chutey sabhi ab rishtay naatey

Totay rakhi umeed ke chhatay
Roye, Roye apno ke dukh ko dhoye


Roye...


Nafrat barasti aankhon se kyon
Keh do kadmon main yeh jahan rakh don

Larna kabhi na chorain gey hum
Bandhan puraney torenge hum

Boain...Boain chingari pehchano mein...
Boain hum..

Friday, July 30, 2010

tere mast mast do nain..

DABANG MOVIE SONG
~*~
taakte rehte tujhko saanjh savere,
naino mein basiyaan jaise nain ye tere,
naino mein basiyaan jaise nain ye tere,
tere mast mast do nain,
mere dil ka le gaye chain,
mere dil ka le gaye chain,
tere mast mast do nain...

Tuesday, July 20, 2010

BEAUTIFUL LINES...

Mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
O mil jaaye is tarah, do lehre jis tarah
Phir ho na judaa, haan
YEH VAADA RAHA
*
Jhonkaa basanti hai tu....
Tan hai gulaabi mera....
Do rang milne ke baad....
Hote nahi hain juda....
SAATHIYA TUNE KYA KAHAN 
*
Duniya Ko Ab Do Nazar Kyon Aaye Hum
Itne Kareeb Aao Ki Ek Ho Jaaye Hum
Ki Ek Ho Jaaye Hum Ki Ek Ho Jaaye Hum
Ki Ek Ho Jaaye
CHAL KAHIN DOOR NIKAL JAYE
*
Sunte The Hum Yeh Zindagi
Gham Aur Khushi Ka Mel Hai
Humko Magar Aaya Nazar
Yeh Zindagi Voh Khel Hai
Koi Sab Jeete Sab Koi Haar De
Apni To Haar Hai, Yaar Mere....
SACH MERE YAAR HAI, BAS WAHI PYAR HAI

Sunday, July 18, 2010

MERA JEENA HAI KYA.

Movie - AASHAYEIN (2010)

mera jeena hai kya...
-----------------
AB DUNIYA SE SHIKWA NAHI HAIN
NA RAHA AB ZINDAGI SE GILA
KISKA KARAM HAIN
KISKI DUA HAIN
YA NASEEBON SE TU MUJHKO MILA...
AB JO MILE HO... DURR NA JAANA
TERE BINA DIL LAGATA NAHI...
MERA JEENA HAI KYA
MARNA HAI KYA
JAB SAATH TERA NAHI
AAGEY RABB KYA KARU
JAB TU HI MERA NAHI... (2)
*
BERANG SE DIN THE
TANHA THI RAATEIN
KUCH NA BADALTA
JO TUM NA AATE
KEHNE KO YUN TO RISHTEE KAYE HAI
RISHTOON MAIN KOIYE APNA NAHI.....
MERA JEENA HAI KYA
MARNA HAI KYA
JAB SAATH TERA NAHI
AAGEY RABB KYA KARU
JAB TU HI MERA NAHI.....

Wednesday, July 14, 2010

Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai....

PEEPLI LIVE (2010)

LYRICS -
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai

Mehngai dayain khayat jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khayat jaat hai
Har mahina uchle petrol, diesel ka uchla hai role
Sakkar bai ke ka bol
Har mahina uchle petrol, diesel ka uchla hai role
Sakkar bai ke ka bol
Roosa baat maati daan hamari jaan hai
Mehngai dayain khayat jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khayat jaat hai
*
Soya bean ka ka behaal, garmi se pichke hain gaal
Ghir gaye patte, pakk gaye baal
Arrey soya bean ka ka behaal, garmi se pichke hain gaal
Ghir gaye patte, pakk gaye baal
Aur makka ji ji bhi khaye gayi maat hai
Mehngai dayain khayat jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khayat jaat hai

Wednesday, July 7, 2010

SONG OF THE DAY - Aye Kaash Aisa Hota

SONG OF THE DAY - Aye Kaash Aisa Hota

Movie : Rahul
Music Director : Anu Malik
Singer(s) :Sultan Khan (Ustad)
Lyricists :Anand Bakshi
--------------------------------------

Raat Din Pyaar Din Mera Girna Rota

Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Soona Soona Khaali Khaali Mujhko Laga Ghar Apna
Kal Raat Ko Jagye Ota Mein Dekh Yeh Maine Sapna
Aangan Mein Ek Pinjra Pinjra Mein Ek Tota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Upar Se Main Toota Nahin Hoon Andar Se Main Kat Gaya Hoon
Uu Dono Mein Aadha Aadha Lagta Hai Main Bat Gaya Hoon
Maa Baap Ka Ek Main Beta Hoon Ek Lauta
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Hona Hi Tha Mujhko To Phir Meri Maa Bhi Hoti
Main Hasta To Woh Hasti Main Rota To Woh Roti
Main Uski Loriyaan Sun Kar Chain Se Sota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Raat Din Pyaar Din Mera Girna Rota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota
Aye kaash Aisa Hota Main Paida Na Hota

Monday, July 5, 2010

SONG OF THE DAY - SUNO AISHA...

SONG OF THE DAY - SUNO AISHA...

Movie Name: Aisha
_____________________
Tum ho kamaal, tum bemisaal, tum lajawab ho Aisha
aisi haseen ho jisko chu lo usko haseen kar do
tum sochti ho duniya me kyon kharab ho Aisha
tum chahti ho tum koi rang har zindagi mein bhar do
bhar do....
*
nikli ho likhne kismat kisi ki apni hi dhun me tum Aisha…
yeh shauk kya hai, yeh zidd hai kaisi, itna bata do humko
suljha rahe tum auron ki uljhane hoti ho jo gum Aisha
apni bhi koi uljhan ko door karke dikha do humko
suno Aishaaaaaaaaaa….
itna to tum bhi sun lo Aishaaaaaa..
tum chahe jitna chaho Aishaaa….
tum jitni koshish karlo Aishaaaaaaa....
tum sa na hogaa koiiii
Aisha Aisha Aisha...